Video of "Kisi Ki Yad Mein Ro Ro Ke (Mohabbat Karen Walo Ki, Yahi Anjam Hota Hai)" from YouTube
Advertisement
Kisi Ki Yad Mein Ro Ro Ke (Mohabbat Karen Walo Ki, Yahi Anjam Hota Hai) - किसी की याद में रो रो के अपने, दिन गुजरतें हैं
SingerShamshad Begum
Music byMadan Mohan
LyricistRaja Mehdi Ali Khan
ActorNalini Jaywant, Shekhar
CategorySad Songs
MovieAankhen (1950)
Lyrics of Kisi Ki Yad Mein Ro Ro Ke (Mohabbat Karen Walo Ki, Yahi Anjam Hota Hai) - किसी की याद में रो रो के अपने, दिन गुजरतें हैं
kisi ki yaad mein ro ro ke apne, din guzarte hai
ye kaisi zindagi hai, hum na jeete hai, na marte hai
mohabbat karne walo ka
mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai
tadapna un ki qismat mein
tadapna un ki qismat mein
to subah-o-sham hota hai
mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai
humesha ke liye duniya mein, do dil mil nahi sakte
humesha ke liye duniya mein, do dil mil nahi sakte
do dil mil nahi sakte
nazar milna judai ka
nazar milna judai ka hi, ik paigam hota hai
mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai
meri barbadiyan bhi dekh li, tumne jahan walo
meri barbadiyan bhi dekh li, tumne jahan walo
are tumne jahan walo
jo karta hai mohabbat wo
jo karta hai mohabbat wo, yu hi nakam hota hai
mohabbat karne walo ka, yahi anjam hota hai
na din mein chain hai humko, na raato ko karar aaye
na din mein chain hai humko, na raato ko karar aaye
na raato ko karar aaye
bata de koi duniya mein
bata de koi duniya mein, kahan aaram hota hai

Poetic Translation - Lyrics of Kisi Ki Yad Mein Ro Ro Ke (Mohabbat Karen Walo Ki, Yahi Anjam Hota Hai) - किसी की याद में रो रो के अपने, दिन गुजरतें हैं
The days dissolve in weeping's endless tide,
A life unlived, where death's denied.
For lovers bound, a fate decreed,
To yearn, to ache, a constant need,
Their dawn, their dusk, a burning plea,
For lovers bound, this destiny.
Two hearts entwined, a world apart,
Forever joined, yet torn in heart.
For meeting eyes, a parting's sign,
A whispered truth, a fading line.
For lovers bound, this fate is true.
My ruins spread, for all to see,
A broken world, a tragedy.
For those who love, a fall they face,
A shattered dream, a lost embrace.
For lovers bound, this end awaits.
No peace by day, nor rest by night,
A restless soul, devoid of light.
In this wide world, where can one find,
A solace sweet, a tranquil mind?
For lovers bound, this fate's defined.
A life unlived, where death's denied.
For lovers bound, a fate decreed,
To yearn, to ache, a constant need,
Their dawn, their dusk, a burning plea,
For lovers bound, this destiny.
Two hearts entwined, a world apart,
Forever joined, yet torn in heart.
For meeting eyes, a parting's sign,
A whispered truth, a fading line.
For lovers bound, this fate is true.
My ruins spread, for all to see,
A broken world, a tragedy.
For those who love, a fall they face,
A shattered dream, a lost embrace.
For lovers bound, this end awaits.
No peace by day, nor rest by night,
A restless soul, devoid of light.
In this wide world, where can one find,
A solace sweet, a tranquil mind?
For lovers bound, this fate's defined.
Aankhen (1950) - Movie Details
Film CastShekhar, Nalini Jaywant, Yashodhara Katju, Cuckoo, Bharat Bhushan, Yaqub, Anwari, Bhudo Advani
SingerMadan Mohan, Meena, Mohammed Rafi, Mukesh, Shamshad Begum, Uma Devi
LyricistRaja Mehdi Ali Khan, Bharat Vyas, Deepak
Music ByMadan Mohan
DirectorDevendra Goel
External LinksAankhen at IMDB Aankhen at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films