Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Kisi Ne Bhi To Na Dekha Nigah Bharke Mujhe - किसी ने भी तो ना देखा निगाह भरके मुझे
ye aarju thi ke haskar koyi mila hota
kahi to humse kisi ka dil aashana hota
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe

gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe

sabha bhi layi na koyi payam apno ka
sabha bhi layi na koyi payam apno ka
suna rahi hai fasane idhar udhar ke mujhe
gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe
maf kijiye, jo mai ajnabi hu mehfil me
maf kijiye, jo mai ajnabi hu mehfil me
ke raste nahi malum is nagar ke mujhe
gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe
wo dard hai ke jise seh saku na keh pau
wo dard hai ke jise seh saku na keh pau
milega chain to ab jaan se gujarke mujhe
gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe
gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe
nigah bharke mujhe, nigah bharke mujhe
Comments for lyrics of song "Kisi Ne Bhi To Na Dekha Nigah Bharke Mujhe"
P.K. ANILKUMAR ( HINDI MELODY BYTES ) on Thursday, September 17, 2015 wo dard hai ke jise seh saku na keh pau
milega chain to ab jaan se gujarke mujhe
gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe
gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe
nigah bharke mujhe, nigah bharke mujhe
P.K. ANILKUMAR ( HINDI MELODY BYTES ) on Thursday, September 17, 2015 maf kijiye, jo mai ajnabi hu mehfil me
ke raste nahi malum is nagar ke mujhe
gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe
bestofanandmilind on Thursday, November 10, 2011 A perfect example of Anand-Milind's genius. This is not just one of their
best ghazals, but in fact one of the best ghazals I have herad. Pankaj
Udaas excelled as usual with this one. i simply love this song. Thanks Ayan
for the great quality
Neetu Lohia on Wednesday, March 11, 2015 Simply wonderful song that I have heard today.
19ritika on Tuesday, May 24, 2011 Very meaning full song .. Liked it and love divya