Video of "Kitani Khubasurat Ye Tasvir Hai, Mausam Bemisaal Benazir Hai" from YouTube
Kitani Khubasurat Ye Tasvir Hai, Mausam Bemisaal Benazir Hai Video Thumbnail
Advertisement
Kitani Khubasurat Ye Tasvir Hai, Mausam Bemisaal Benazir Hai - कितनी खूबसूरत ये तस्वीर है, मौसम बेमिसाल बेनजीर है
Lyrics of Kitani Khubasurat Ye Tasvir Hai, Mausam Bemisaal Benazir Hai - कितनी खूबसूरत ये तस्वीर है, मौसम बेमिसाल बेनजीर है
kitni khubsurat ye tasveer hain
mausam bemisal benazir hain
ye kashmir hain, ye kashmir hain
kitni khubsurat ye tasveer hain
are mausam bemisal benazir hain
ye kashmir hain, ye kashmir hain

parvato ke darmiya hain
jannato ke darmiya hain
aaj ke din hum yaha hain
parvato ke darmiya hain
jannato ke darmiya hain
aaj ke din hum yaha hain
sathi ye humari taqdeer hain
kitni khubsurat ye tasveer hain
ye kashmir hain, ye kashmir hain

is jami se aasma se
phulo ke is gulsita se
jana mushkil hain yaha se
is jami se aasma se
phulo ke is gulsita se
jana mushkil hain yaha se
tauba ye hawa hain ya janjir hain
kitni khubsurat ye tasveer hain
ye kashmir hain, ye kashmir hain
ye kashmir hain
lyrics of song Kitani Khubasurat Ye Tasvir Hai, Mausam Bemisaal Benazir Hai
Poetic Translation - Lyrics of Kitani Khubasurat Ye Tasvir Hai, Mausam Bemisaal Benazir Hai - कितनी खूबसूरत ये तस्वीर है, मौसम बेमिसाल बेनजीर है
Behold, a portrait painted with grace,
Seasons unmatched, a timeless embrace.
This is Kashmir, in its ethereal guise,
Behold, a portrait that forever shall rise.
Oh, seasons unburdened, their beauty confessed,
This is Kashmir, where souls are blessed.

'Tween mountains grand, a world apart,
In heavens held within the heart,
Today we gather, shadows near,
'Tween mountains, conquering all fear,
In heavens held, the spirit's art,
Today we gather, a brand new start,
Comrades of fortune, destiny's tear,
Behold, a portrait, banishing fear,
This is Kashmir, the soul's domain.

From earth's deep core, to skies so wide,
From gardens where blossoms gently confide,
To leave this haven, a heavy tide,
From earth's deep core, where dreams reside,
From gardens, where petals softly glide,
To leave this haven, the heart denied,
Is this a chain, or a whispered desire?
Behold, a portrait, setting hearts afire,
This is Kashmir, the soul's sweet fire,
This is Kashmir.

Bemisal (1982) - Movie Details
Film CastAmitabh Bachchan, Rakhee, Vinod Mehra, Om Shiv Puri, Aruna Irani, Sheetal, Deven Verma, A K Hangal, Goga Kapoor, Anjan Srivastava SingerKishore Kumar, Lata Mangeshkar, Suresh Wadkar, LyricistAnand Bakshi Music ByR D Burman DirectorHrishikesh Mukherjee External LinksBemisal at IMDB      Bemisal at Wikipedia Movie at YTBemisal at YT    Bemisal at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement