Video of "Klanti Meree Kshama Karo Prabhu" from YouTube
Klanti Meree Kshama Karo Prabhu Video Thumbnail
Advertisement
Klanti Meree Kshama Karo Prabhu - क्लान्ति मेरी क्षमा करों प्रभु
Lyrics of Klanti Meree Kshama Karo Prabhu - क्लान्ति मेरी क्षमा करों प्रभु
klanti meri kshama karo prabhu
path me jo pichhe, pichhe kabhi rahu
klanti meri kshama karo prabhu
path me jo pichhe, pichhe kabhi rahu
klanti meri kshama karo prabhu

hraday mera thar thar kaanpe, aaj rah rah
vedna ye kshama karo, kshama karo
kshama karo prabhu
path me jo pichhe, pichhe kabhi rahu
klanti meri kshama karo prabhu

meri dinta kshama karo prabhu
mud ke kabhi pichhe jo dekhu
meri dinta kshama karo prabhu
din ki tapat raudar jwala
puja ki bhi sukhe mala
malinta ye kshama karo, kshama karo
kshama karo prabhu
path me jo pichhe, pichhe kabhi rahu
klanti meri kshama karo prabhu
path me jo pichhe, pichhe kabhi rahu
klanti meri kshama karo prabhu
lyrics of song Klanti Meree Kshama Karo Prabhu
Poetic Translation - Lyrics of Klanti Meree Kshama Karo Prabhu - क्लान्ति मेरी क्षमा करों प्रभु
Forgive, my Lord, the weariness that clings,
That leaves me lagging on the path's long climb.
Forgive, my Lord, the weary soul that sings
Of shadows cast, lost in the sands of time.
Forgive, my Lord.

My heart, a trembling leaf in autumn's breeze,
Quakes with the echoes of a lingering pain.
Forgive this ache, this plea upon my knees,
Forgive, forgive, wash clean this mortal stain.
Forgive, my Lord.
That leaves me lagging on the path's long climb.
Forgive, my Lord.

Forgive my frailty, my humble plea,
The backward glance, the longing to be free.
Forgive my frailty, this tear-filled plea.
The day's fierce heat, a burning, fiery kiss,
The withered garland of a prayer I miss.
Forgive the blight, the dust upon my soul,
Forgive, forgive, and make me pure and whole.
Forgive, my Lord.
That leaves me lagging on the path's long climb.
Forgive, my Lord.
That leaves me lagging on the path's long climb.
Forgive, my Lord.

Rabindra Sudha (2002) - Movie Details
SingerManna Dey
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement