Video of "Koi Dil Dukhaye Na Aise Kisi Ka" from YouTube
Koi Dil Dukhaye Na Aise Kisi Ka Video Thumbnail
Advertisement
Koi Dil Dukhaye Na Aise Kisi Ka - कोई दिल दुखाये ना ऐसे किसी का
Lyrics of Koi Dil Dukhaye Na Aise Kisi Ka - कोई दिल दुखाये ना ऐसे किसी का
koi dil dukhaye na aise kisi ka
koi dil dukhaye na aise kisi ka
ye aankhe hai aaina, meri jindagi ka
ye aankhe hai aaina, meri jindagi ka
koi chain yun na churaye kisi ka
koi chain yun na churaye kisi ka
ye aankhe hai aaina, meri jindagi ka
ye aankhe hai aaina, meri jindagi ka

gulaabo ki daali pe kaante khile hain
bolu bhi kyaa honth mere seele hain
gulaabo ki daali pe kaante khile hain
bolu bhi kyaa honth mere seele hain
mujhe toh mohabbat mein aansu mile hain
mila hain seela kyaa mujhe dosti kaa
mila hain seela kyaa mujhe dosti kaa
ye aankhe hai aaina, meri jindagi ka
ye aankhe hai aaina, meri jindagi ka

judaai ki raaton mein dasne lagi hain
ye bechain hoke tarasne lagi hain
judaai ki raaton mein dasne lagi hain
ye bechain hoke tarasne lagi hain
ghata banke palpal barasne lagi hain
ke aalam na puchho meri bebasi ka
ke aalam na puchho meri bebasi ka
ye aankhe hai aaina, meri jindagi ka
ye aankhe hai aaina, meri jindagi ka
koi dil dukhaye na aise kisi ka
koi chain yun na churaye kisi ka
ye aankhe hai aaina, meri jindagi ka
ye aankhe hai aaina, meri jindagi ka
ye aankhe hai aaina, meri jindagi ka
ye aankhe hai aaina, meri jindagi ka
lyrics of song Koi Dil Dukhaye Na Aise Kisi Ka
Poetic Translation - Lyrics of Koi Dil Dukhaye Na Aise Kisi Ka - कोई दिल दुखाये ना ऐसे किसी का
Let no heart be wounded thus,
Let no heart be wounded thus.
These eyes, a mirror to my life,
These eyes, a mirror to my life.
Let no peace be stolen so,
Let no peace be stolen so.
These eyes, a mirror to my life,
These eyes, a mirror to my life.

On rose stems, thorns now bloom,
What can I say, my lips are sealed.
On rose stems, thorns now bloom,
What can I say, my lips are sealed.
In love, I've only found the tear,
What reward for friendship have I known?
What reward for friendship have I known?
These eyes, a mirror to my life,
These eyes, a mirror to my life.

In nights of parting, shadows bite,
Restless, longing, through the night.
In nights of parting, shadows bite,
Restless, longing, through the night.
Becoming a cloud, constantly weeping,
Don't ask the state of my helplessness,
Don't ask the state of my helplessness.
These eyes, a mirror to my life,
These eyes, a mirror to my life.
Let no heart be wounded thus,
Let no peace be stolen so.
These eyes, a mirror to my life,
These eyes, a mirror to my life.
These eyes, a mirror to my life,
These eyes, a mirror to my life.

Stunttman (1994) - Movie Details
Film CastJackie Shroff, Zeba Bakhtiyar, Tinu Anand, Shakti Kapoor, Satish Shah, Reeta Bhaduri SingerAditya Narayan, Alka Yagnik, Bali Brahmabhatt, Kumar Sanu, Sonu Nigam LyricistSameer Music ByNadeem Saifee, Shravan DirectorDeepak Balraj Vij External LinksStunttman at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement