| 
			
		
			
			 | 
            Thumb | 
    		Song Heading | 
			Singer / Movie | 
			Music By / Lyricist | 
			Actor / Category | 
			 | 
			 
		 
		
    
    
| Video of the song from youtube | 
Advertisements | 
 
| 
 Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website. 
   We will add as soon as the video of the song is available.  | 
 | 
 
 
Lyrics of Koi Ghulam Nahi - गा रे गा मन आज यहीga re ga man aaj yahi 
tere din ab badal gaye 
rah na udaas, ho na niraash 
sang me tere gaaye aakaash 
ga re ga man aaj yahi 
tere din ab badal gaye 
rah na udaas, ho na niraash 
sang me tere gaaye aakaash 
ga re ga man aaj yahi 
 
jiwan deti hai ma, ganga maiya si hai ma 
jiwan deti hai ma, ganga maiya si hai ma 
vo hi prtipaal, dharam ki rakhwaal 
dharti ki mamta hai vishwaas 
vo hi prtipaal, dharam ki rakhwaal 
dharti ki mamta hai vishwaas 
ga re ga man aaj yahi 
 
tu hi amreet hai ma, jag ko nit deti hai sukh ma 
tu hi amreet hai ma, jag ko nit deti hai sukh ma 
jag me agar ma na milti tum 
jag me agar ma na milti tum 
kaun mere man me karta niwaas 
ga re ga man aaj yahi 
 
prem jyoti hai ma, tu hi puja ki devi hai ma 
prem jyoti hai ma, tu hi puja ki devi hai ma 
mile mujhe baar baar, madhur madhur ma ka pyaar 
ma se bujhi hai mere man ki ye pyaas 
mile mujhe baar baar, madhur madhur ma ka pyaar 
ma se bujhi hai mere man ki ye pyaas 
ga re ga man aaj yahi 
 
aadi ant me tu hai, ma nyaay me neki me tu hai 
aadi ant me tu hai, ma nyaay me neki me tu hai 
jisne diya hai pyaar, aas ki jo bahar 
mili aaj aisi mahashakti 
jisne diya hai pyaar, aas ki jo bahar 
mili aaj aisi mahashakti 
ga re ga man aaj yahi 
tere din ab badal gaye 
rah na udaas, ho na niraash 
sang me tere gaaye aakaash 
ga re ga man aaj yahi
 
   
 
 
			
				
				  Koi Ghulam Nahin | 
				
				
				| Film cast:  | M G Ramachandran, Faryal Manmohan |  | Singer:  | Manna Dey, Asha Bhosle, P. Susheela |  | Lyricist:  | Saraswati Kumar Deepak |  | Music Director:  | S N Tripathi |  | Film Director:  | K Shankar |  | External Links:  | Koi Ghulam Nahin at IMDB     |  				 
				 | 
				 
			 
 | 
 |