Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Koi Hansta Hai Yaha - कोई हँसता है यहाँ
koi hasta hai yaha
aur koi rota hai
koi hasta hai yaha
aur koi rota hai
tere sansar me bhagwan
ye kya hota hai
koi hasta hai yaha
aur koi rota hai
aur koi rota hai
aisi kismat hai meri
baap ko dekha hi nahi
kaun sine se lagaye mujhe
mata bhi nahi meri
aankhe hai khuli bhag mera futa hai
koi hasta hai yaha aur koi rota hai
tere sansar me bhagwan ye kya hota hai
koi hasta hai yaha aur koi rota hai
aur koi rota hai
itani vinti hai meri jo tu swikaar kare
kisi bacche ki he bhagawaan kabhi maa naa mare
ye wo dukh hai jo kabhi sahan nahi hota hai
koi hasta hai yaha aur koi rota hai
tere sansar me bhagwan ye kya hota hai
koi hasta hai yaha aur koi rota hai
aur koi rota hai
aur koi rota hai