Video of "Kuch Aur Zamana Kahta Hai" from YouTube
Kuch Aur Zamana Kahta Hai Video Thumbnail
Advertisement
Kuch Aur Zamana Kahta Hai - कुछ और ज़माना कहता है
Lyrics of Kuch Aur Zamana Kahta Hai - कुछ और ज़माना कहता है
kuchh aur zamana kehta hai, kuchh aur hai zidd mere dil ki
kuchh aur zamana kehta hai, kuchh aur hai zidd mere dil ki
main baat zamane ki maanu, ya baat sunu apne dil ki
kuchh aur zamana kehta hai

duniya ne hame berahami se thukara jo diya, achchha hi kiya
thukara jo diya, achchha hi kiya
naadan ham samajhe baithe the
naadan ham samajhe baithe the nibhati hai yaha dil se dil ki
kuchh aur zamaana kehta hai

inasaaf, muhabbat, sachchaayi
inasaaf, muhabbat, sachchaayi vo raham-o-qaram ke dikhalaave
kuchh kehte zubaan sharmaati hai
kuchh kehte zubaan sharmaati hai puchho na jalan mere dil ki
kuchh aur zamaana kehta hai

go basti hai insaano ki insaan magar dhundhe na mila
insaan magar dhundhe na mila
patthar ke buto se kya kije
patthar ke buto se kya kije fariyaad bhala tute dil ki
kuchh aur zamana kehta hai, kuchh aur hai zidd mere dil ki
main baat zamane ki maanu, ya baat sunu apne dil ki
kuchh aur zamana kehta hai
lyrics of song Kuch Aur Zamana Kahta Hai
Poetic Translation - Lyrics of Kuch Aur Zamana Kahta Hai - कुछ और ज़माना कहता है
The world speaks a language, a different plea my heart knows,
The world speaks a language, a different plea my heart knows,
Shall I heed the world's counsel, or the whispers of my soul?
The world speaks a language.

The world cast us out, with a cruel and heartless hand,
Cast us out, a kindness unplanned.
Fools, we believed,
Fools, we believed, that hearts could truly understand,
The world speaks a language.

Justice, compassion, and truth,
Justice, compassion, and truth, mere shows of grace they feign,
Words that shame the tongue that speaks,
Words that shame the tongue that speaks, ask not the ache within my vein,
The world speaks a language.

Though cities teem with humankind, the true soul remains unseen,
The true soul remains unseen.
What use are these idols of stone,
What use are these idols of stone, to a heart so broken, keen?
The world speaks a language, a different plea my heart knows,
Shall I heed the world's counsel, or the whispers of my soul?
The world speaks a language.

Chhoti Chhoti Baatein (1965) - Movie Details
Film CastMotilal, Nadira, Moti Sagar, Manju, Kumar, Mubarak, Krishan Dhawan, Leela Mishra SingerManna Dey, Lata Mangeshkar, Mukesh, Meena Kapoor LyricistShailendra Music ByAnil Biswas DirectorMotilal ProducerMotilal External LinksChhoti Chhoti Baatein at IMDB      Chhoti Chhoti Baatein at Wikipedia Movie at YTChhoti Chhoti Baatein at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement