Video of "Kuchh Ho Gaya Kya Ho Gaya" from YouTube
Kuchh Ho Gaya Kya Ho Gaya Video Thumbnail
Advertisement
Kuchh Ho Gaya Kya Ho Gaya - कुछ हो गया हाँ हो गया क्या
Lyrics of Kuchh Ho Gaya Kya Ho Gaya - कुछ हो गया हाँ हो गया क्या
kuch ho gaya ha ho gaya kya ho gaya bata
kuch ho gaya ha ho gaya kya ho gaya bata
chand ke desh me dil mera ud gaya
ud gaya ud gaya ud gaya
kuch ho gaya ha ho gaya kya ho gaya bata
anjani raho par jivan ye mud gaya
ha mud gaya mud gaya mud gaya
kuch ho gaya ha ho gaya kya ho gaya bata

zulfo ne teri uljha diya zulfo se teri khata ho gayi
lab ko lab chhu ke jalne lage
gustaki tujhse ye kya ho gayi
chham chham chhanan nache jiya sanse bani sargam piya
chand ke desh me dil mera ud gaya
kuch ho gaya ha ho gaya kya ho gaya bata

baho me aake mai beshud huyi
teri baho ka hi to ye dosh hai
kajal laga lu to kala kiya
teri aankho ka hi to ye dosh hai
chham chham chhanan nache jiya sanse bani sargam piya
anjani raho par jivan ye mud gaya
ha mud gaya mud gaya mud gaya
kuch ho gaya ha ho gaya kya ho gaya bata
lyrics of song Kuchh Ho Gaya Kya Ho Gaya
Poetic Translation - Lyrics of Kuchh Ho Gaya Kya Ho Gaya - कुछ हो गया हाँ हो गया क्या
Something happened, yes, it did, tell me what,
Something happened, yes, it did, tell me what,
To the moon's realm, my heart has flown,
Flown away, flown away, flown.
Something happened, yes, it did, tell me what,
On unknown paths, my life has turned,
Yes, it turned, turned, turned.
Something happened, yes, it did, tell me what.

Your tresses ensnared me, from your tresses, a fault unfurled,
Lips met lips, and started to burn,
What transgression was this, in your world?
*Chham chham* *chhannan* dances the soul, breaths became music, my love,
To the moon's realm, my heart has flown,
Something happened, yes, it did, tell me what.

In your arms, I lost myself,
The fault, entirely, is of your embrace,
Kohl blackened my cheeks,
The fault, entirely, is of your eyes' grace.
*Chham chham* *chhannan* dances the soul, breaths became music, my love,
On unknown paths, my life has turned,
Yes, it turned, turned, turned.
Something happened, yes, it did, tell me what.

Kishen Kanhaiya (1990) - Movie Details
Film CastAnil Kapoor, Madhuri Dixit, Shilpa Shirodkar, Bindu, Ranjeet, Kader Khan, Johny Lever, Shreeram Lagoo, Amrish Puri, Sujit Kumar, Dalip Tahil, Saeed Jaffrey, Dev Anand, Vikas Anand, Ram Avtar, Dinesh Hingoo, Shobha Khote, Hema Malini, Rajinikanth SingerAmit Kumar, Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Manhar Udhas, Mohammad Aziz, Nitin Mukesh, Sadhana Sargam LyricistAnwar Sagar, Indeevar Music ByRajesh Roshan DirectorRakesh Roshan ProducerRakesh Roshan External LinksKishen Kanhaiya at IMDB      Kishen Kanhaiya at Wikipedia Movie at YTKishen Kanhaiya at YT    Kishen Kanhaiya at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement