Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Kushbu Jaise Log Mile Afasaane Me - ख़ुश्बू जैसे लोग मिले अफ़साने में
khushbu jaise log mile afsane me
ek purana khat khola anjane me
khushbu jaise log mile afsane me
khushbu jaise log mile afsane me
ek purana khat khola anjane me
khushbu jaise log mile afsane me
afsane me, afsane me
shaam ke saaye baalishto se naape hai
shaam ke saaye baalishto se naape hai
shaam ke saaye baalishto se naape hai
chand ne kitni der laga di aane me
khushbu jaise log mile afsane me
afsane me, afsane me
dil par dastak dene ye kaun aaya hai
dil par dastak dene ye kaun aaya hai
dil par dastak dene ye kaun aaya hai
kiski aahat sunta hu viraane me
khushbu jaise log mile afsane me
afsane me, afsane me
jane kiska zikr hai is afsane me
jane kiska zikr hai is afsane me
jane kiska zikr hai is afsane me
dard maje leta hai jo dohrane me
khushbu jaise log mile afsane me
khushbu jaise log mile afsane me
ek purana khat khola anjane me
khushbu jaise log mile afsane me
afsane me, afsane me
Comments for lyrics of song "Kushbu Jaise Log Mile Afasaane Me"
hadi sayeed on Thursday, February 10, 2011 Khushboo jaise log mile afsaane mein... Ek Purana Khat khola anjane mein!
Shaam ke saaye balishton se naape hain... Chand ne kitni der laga di aane
mein! Dil par dastak dene ye kaun aaya hai... Kiski aahat sunta hoon
veerane mein! Jaane kiska zikr hai is afsaane mein... Dard maze leta hai jo
dohraane mein! Awesome .
rishabh843 on Thursday, March 25, 2010 my one of favourite video..by gr8 gulzar nd rashid ji
Nazir25 on Thursday, June 03, 2010 Lot of Thanks for This Video. In 2004 I have been listen first time this
song. Since that time i am searching this song. Today i Get it. Thank you
again.
anjumjibran on Sunday, March 29, 2009 Hi there can you plz upload the new ghazals of Ghulam Ali with Jagjit and Asha bhosle. This album was ,i think, released in 2006 or 2007... plz do so
Neha Dubey on Tuesday, February 02, 2010 It's the best ghazal I've ever heard. If I happened to know the time when
I'm gonna breath my last, I'd like to listen to this song that moment.