Video of "Qisamat Ne Hamako Zulm Uthaanaa Sikhaa Diyaa" from YouTube
Qisamat Ne Hamako Zulm Uthaanaa Sikhaa Diyaa Video Thumbnail
Advertisement
Qisamat Ne Hamako Zulm Uthaanaa Sikhaa Diyaa - किस्मत ने हमको ज़ुल्म उठाना सिखा दिया
Lyrics of Qisamat Ne Hamako Zulm Uthaanaa Sikhaa Diyaa - किस्मत ने हमको ज़ुल्म उठाना सिखा दिया
khushi acchi hai hame aur na malal accha hai
hamko jis hal me rakhe wahi haal accha hai

qismat ne hamko zulm uthana sikha diya
qismat ne hamko zulm uthana sikha diya
dard-e-jigar ko dil me chupana sikha diya
dard-e-jigar ko dil me chupana sikha diya
qismat ne hamko zulm uthana sikha diya

ab to musibato se bhi rahat si ho gai
ab to musibato se bhi rahat si ho gai
kuch itni khai thokare adat si ho gai
dar-dar ki hamko thokare khana sikha diya
dar-dar ki hamko thokare khana sikha diya
qismat ne hamko zulm uthana sikha diya

dil me jo tis utthe to ahe na bhar sake
dil me jo tis utthe to ahe na bhar sake
duniya ke tir khate rahe, uf na kar sake
duniya ke tir khate rahe, uf na kar sake
apne lahu se pyas bujhana sikha diya
apne lahu se pyas bujhana sikha diya
qismat ne hamko zulm uthana sikha diya
qismat ne hamko zulm uthana sikha diya
lyrics of song Qisamat Ne Hamako Zulm Uthaanaa Sikhaa Diyaa
Poetic Translation - Lyrics of Qisamat Ne Hamako Zulm Uthaanaa Sikhaa Diyaa - किस्मत ने हमको ज़ुल्म उठाना सिखा दिया
Joy is fine, and sorrow too, is fair,
Whatever state we're held in, finds us there.
Fate taught us how to bear the cruelest blows,
Fate taught us how to bear the cruelest blows,
To hide the heart's deep ache where no one knows,
To hide the heart's deep ache where no one knows,
Fate taught us how to bear the cruelest blows.

Now, even troubles bring a sense of ease,
Now, even troubles bring a sense of ease,
So many falls have made us what we please.
To wander, stumbling, taught us how to roam,
To wander, stumbling, taught us how to roam,
Fate taught us how to bear the cruelest blows.

When pain within the heart begins to rise,
When pain within the heart begins to rise,
We cannot sigh, beneath the world's harsh skies.
Enduring arrows, never to complain,
Enduring arrows, never to complain,
To quench the thirst with blood within our veins,
To quench the thirst with blood within our veins,
Fate taught us how to bear the cruelest blows,
Fate taught us how to bear the cruelest blows.

Subah Ka Tara (1954) - Movie Details
Film CastRajshree, Pradeep Kumar, Shakuntala Paranjpye, Naaz, Amirbai Karnataki, V Shantaram, Jayashree Gadkar, Nibalkar, Neelam Kothari SingerLata Mangeshkar, Talat Mahmood Music ByC Ramachandra DirectorV Shantaram ProducerRaj Kamal (2) External LinksSubah Ka Tara at IMDB       Movie at YTSubah Ka Tara at YT    Subah Ka Tara at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement