Video of "Lage Koi Lottery Koi Jackpot Lage, Apni Bhi Kismat Ki Naav Kisi Ghaat Lage" from YouTube
Lage Koi Lottery Koi Jackpot Lage, Apni Bhi Kismat Ki Naav Kisi Ghaat Lage Video Thumbnail
Advertisement
Lage Koi Lottery Koi Jackpot Lage, Apni Bhi Kismat Ki Naav Kisi Ghaat Lage - लगे कोई लोटरी कोई जैकपोट लगे, अपनी भी किस्मत की नाव किसी घाट लगे
Lyrics of Lage Koi Lottery Koi Jackpot Lage, Apni Bhi Kismat Ki Naav Kisi Ghaat Lage - लगे कोई लोटरी कोई जैकपोट लगे, अपनी भी किस्मत की नाव किसी घाट लगे
lage koi lottery koi jeckpot lage
lage lage o lage koi lottery
lage koi lottery koi jeckpot lage
apni bhi kismat ki naw kisi ghat lage
lage koi lottery koi jeckpot lage
apni bhi kismat ki naw kisi ghat lage
lage koi lottery

ghodo ki chal se jage takdir ye
kagaz ki lootery badle tasvir ye
kismat jo hath ho har bazi hath ho
sare dard ki tute janjir ye lage o lage
lage koi lootery koi jeckpot lage
apni bhi kismat ki naw kisi ghat lage
lage koi lottery

rup ki koi pari ho basi nigaho me
sath sath jo chale bahe dale baho me
note ho hare hare jeb me bhare bhare
har khushi kharid le jindagi ki raho me
lage o lage lage koi lootery koi jeckpot lage
apni bhi kismat ki naw kisi ghat lage
lage koi lottery

partio ki dhum ho hotelo me dance ho
jindagi ho aish ki pyar ho romance ho
har ada me force ho har jagah pe source ho
hame mile leadri aisa koi chance ho

lage lage o lage koi lottery
lage koi lottery koi jeckpot lage
apni bhi kismat ki naw kisi ghat lage
lage koi lottery koi jeckpot lage
apni bhi kismat ki naw kisi ghat lage
lage koi lottery
lyrics of song Lage Koi Lottery Koi Jackpot Lage, Apni Bhi Kismat Ki Naav Kisi Ghaat Lage
Poetic Translation - Lyrics of Lage Koi Lottery Koi Jackpot Lage, Apni Bhi Kismat Ki Naav Kisi Ghaat Lage - लगे कोई लोटरी कोई जैकपोट लगे, अपनी भी किस्मत की नाव किसी घाट लगे
A lottery's shimmer, a jackpot's gleam,
May it touch us, a waking dream.
A lottery's whisper, a jackpot's call,
May our ship of fortune find harbor, stand tall.
A lottery's whisper...

Like a stallion's surge, fate takes flight,
A paper ticket, rewriting night.
If fortune's hand, every game we seize,
Shattering chains, bringing souls ease.
A lottery's shimmer, a jackpot's gleam,
May our ship of fortune find harbor, a dream.
A lottery's whisper...

A vision of beauty, in our gaze she'll reside,
Walking beside us, arm by our side.
Green notes abundant, our pockets overflow,
Every joy purchased, on life's vibrant road.
A lottery's shimmer, a jackpot's gleam,
May our ship of fortune find harbor, a dream.
A lottery's whisper...

Parties ablaze, in hotels we sway,
Life's luxury, love's bright display.
Every gesture, commanding and bold,
Connections abound, stories untold.
A chance to lead, a destiny's art.

A lottery's whisper...
A lottery's shimmer, a jackpot's gleam,
May our ship of fortune find harbor, a dream.
A lottery's shimmer, a jackpot's gleam,
May our ship of fortune find harbor, a dream.
A lottery's whisper...

Rivaaj (1972) - Movie Details
Film CastSanjeev Kumar, Mala Sinha, Shatrughan Sinha, Farida Jalal, Pandaribai SingerKishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur, Shard LyricistNeeraj, Kaifi Azmi, Anjaan, Hasrat Jaipuri, S H Bihari, Indeevar Music ByShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal, Shanker DirectorT Prakash Rao ProducerK C Bokadia External LinksRivaaj at IMDB      Rivaaj at Wikipedia Movie at YTRivaaj at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement