Video of "Lakho Aashiq Mar Jaate Hai, Meri Ek Muskaan Me" from YouTube
Lakho Aashiq Mar Jaate Hai, Meri Ek Muskaan Me Video Thumbnail
Advertisement
Lakho Aashiq Mar Jaate Hai, Meri Ek Muskaan Me - लाखो आशिक मर जाते है, मेरी एक मुस्कान में
Lyrics of Lakho Aashiq Mar Jaate Hai, Meri Ek Muskaan Me - लाखो आशिक मर जाते है, मेरी एक मुस्कान में
lakho aashiq mar jate hai, meri ek muskan me
lakho aashiq mar jate hai, teri ek muskan me
mera jaisa koi nahi hai, sare hindustan me
tera jaisa koi nahi hai, sare hindustan me

khan khan chudi khanke, chhan chhan payal baje
sar sar chunari sarke, chham chham chham gori nache
khan khan chuddi khanke, chhan chhan payal bhaje
sar sar chunari sarke, chham chham cham gori nache
ho balkhake jara thumka laga, dil jani ab jalva dikha
lakho aashiq mar jate hai, meri ek muskan me
lakho aashiq mar jate hai, teri ek muskan me
mera jaisa koi nahi hai, sare hindustan me
tera jaisa koi nahi hai, sare hindustan me

mai hu khushbu mai hu shabnam, mai hu shola mai hu bijali
bach ke rahna mujhse logo aag lagane mai hu nikali
meri bijli chal bijali gira, ye jalenge hume aayega maja
lakho aashiq mar jate hai, meri ek muskan me
lakho aashiq mar jate hai, teri ek muskan me
mera jaisa koi nahi hai, sare hindustan me
tera jaisa koi nahi hai, sare hindustan me
lyrics of song Lakho Aashiq Mar Jaate Hai, Meri Ek Muskaan Me
Poetic Translation - Lyrics of Lakho Aashiq Mar Jaate Hai, Meri Ek Muskaan Me - लाखो आशिक मर जाते है, मेरी एक मुस्कान में
In the blush of my smile, a million hearts cease,
In the blush of my smile, a million find peace.
None like me exists, across Hindustan's plains,
None like you exists, where beauty remains.

Bangles chime, their music rings,
Anklets tinkle, the melody swings.
Veil slides, whispers on the breeze,
The maiden dances with elegant ease.
With a sway and a turn, let your spirit ignite,
Beloved, unveil your dazzling light.
In the blush of my smile, a million hearts cease,
In the blush of my smile, a million find peace.
None like me exists, across Hindustan's plains,
None like you exists, where beauty remains.

I am fragrance, I am the dew's kiss,
I am the flame, I am the electric bliss.
Beware, mortals, for I am fire unbound,
To ignite passion, where joy can be found.
Let the lightning strike, let the embers gleam,
As they burn, we'll relish this vibrant dream.
In the blush of my smile, a million hearts cease,
In the blush of my smile, a million find peace.
None like me exists, across Hindustan's plains,
None like you exists, where beauty remains.

Hogi Pyaar Ki Jeet (1999) - Movie Details
Film CastAjay Devgn, Arshad Warsi, Neha, Mayuri Kango, Ketaki Dave, Mohan Joshi, Raza Murad, Tiku Talsania, Rajesh Puri, Anil Dhawan, Gajendra Chauhan, Prithvi, Arjun, Adi Irani SingerAbhijeet, Alka Yagnik, Anuradha Paudwal, Hema Sardesai, Jaspinder Narula, Sonu Nigam, Udit Narayan LyricistSameer Music ByAnand Chitragupt, Milind Chitragupt DirectorP Vasu ProducerAnil Sharma External LinksHogi Pyaar Ki Jeet at IMDB      Hogi Pyaar Ki Jeet at Wikipedia Movie at YTHogi Pyaar Ki Jeet at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement