Video of "Mujhko Huyi Na Khabar Le Gayi Le Gayi" from YouTube
Mujhko Huyi Na Khabar Le Gayi Le Gayi Video Thumbnail
Advertisement
Mujhko Huyi Na Khabar Le Gayi Le Gayi - मुझको हुई ना खबर ले गयी ले गयी
Lyrics of Mujhko Huyi Na Khabar Le Gayi Le Gayi - मुझको हुई ना खबर ले गयी ले गयी
mujhko huyee na khabar
choree choree chhup chhup kar
kab pyar kee pehlee najar, haye
le gayee le gayee, dil le gayee le gayee
le gayee le gayee, dil le gayee le gayee

pyar kee pehlee pehlee iss aankhmicholee me
pyar kee pehlee pehlee iss aankhmicholee me
bin soche ja baithee mai naino kee dolee me
ab lagta hai mujhko darr
choree choree chhup chhup kar
kab pyar kee pehlee najar hay
le gayee le gayee, dil le gayee le gayee
le gayee le gayee, dil le gayee le gayee
le gayee le gayee, dil le gayee le gayee

bikhree bikhree julfe yeh behkee behkee chal
bikhree bikhree julfe yeh behkee behkee chal
hal yeh mera dekhenge puchhenge log sawal
abhee jau mai kaise ghar
choree choree chhup chhup kar
kab pyar kee pehlee najar hay
le gayee le gayee, dil le gayee le gayee
le gayee le gayee, dil le gayee le gayee
le gayee le gayee, dil le gayee le gayee

mujhko huyee na khabar
choree choree chhup chhup kar
kab pyar kee pehlee najar hay
le gayee le gayee, dil le gayee le gayee
le gayee le gayee, dil le gayee le gayee
le gayee le gayee, dil le gayee le gayee
le gayee le gayee, dil le gayee le gayee
le gayee le gayee, dil le gayee le gayee

lyrics of song Mujhko Huyi Na Khabar Le Gayi Le Gayi
Poetic Translation - Lyrics of Mujhko Huyi Na Khabar Le Gayi Le Gayi - मुझको हुई ना खबर ले गयी ले गयी
Unknowing, unaware,
stealthily, secretly there,
when love's first glance, alas!
Stole, stole, stole my heart away,
Stole, stole, stole my heart away.

In love's first game of hide-and-seek,
in love's first game of hide-and-seek,
without a thought, I sought, eyes meek,
in the carriage of his gaze.
Now fear begins to creep.
Stealthily, secretly there,
when love's first glance, alas!
Stole, stole, stole my heart away,
Stole, stole, stole my heart away,
Stole, stole, stole my heart away.

Tresses unbound, a reeling pace,
tresses unbound, a reeling pace,
they'll see this state, and question, chase.
Where shall I find my home?
Stealthily, secretly there,
when love's first glance, alas!
Stole, stole, stole my heart away,
Stole, stole, stole my heart away,
Stole, stole, stole my heart away.

Unknowing, unaware,
stealthily, secretly there,
when love's first glance, alas!
Stole, stole, stole my heart away,
Stole, stole, stole my heart away,
Stole, stole, stole my heart away,
Stole, stole, stole my heart away,
Stole, stole, stole my heart away.

Dil To Pagal Hai (1997) - Movie Details
Film CastShahrukh Khan, Karisma Kapoor, Madhuri Dixit, Akshay Kumar, Yash Chopra, Farida Jalal, Deven Verma, Aruna Irani, Hemlata, Suresh Menon, Murad Ali, Rajesh Tandon, Balvinder Singh Suri SingerAsha Bhosle, Hariharan, Lata Mangeshkar, Udit Narayan LyricistAnand Bakshi Music ByUttam Singh DirectorYash Chopra ProducerM Vakil, Yash Chopra External LinksDil To Pagal Hai at IMDB      Dil To Pagal Hai at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement