Video of "Leke Pahla Pahla Pyar (Part 1)" from YouTube
Leke Pahla Pahla Pyar (Part 1) Video Thumbnail
Advertisement
Leke Pahla Pahla Pyar (Part 1) - लेके पहला पहला प्यार
Lyrics of Leke Pahla Pahla Pyar (Part 1) - लेके पहला पहला प्यार
leke pahla pahla pyar bharke aankho me khumaar
jaadu nagari se aayaa hai koi jaadugar
leke pahla pahla pyar bharke aankho me khumaar
jaadu nagari se aayaa hai koi jaadugar
leke pahla pahla pyar

mukhade pe daale hue zulfo ki badali
chali balakhaati kahaa ruk jaa o pagali
mukhade pe daale hue zulfo ki badali
chali balakhaati kahaa ruk jaa o pagali
naino vaali tere dvaar leke sapane hazaar
jaadu nagari se aayaa hai koi jaadugar
leke pahla pahla pyar bharke aankho me khumaar
jaadu nagari se aayaa hai koi jaadugar
leke pahla pahla pyar

chahe koi chamke ji chaahe koi barse
bachna hai mushkil piya jaadugar se
chahe koi chamke ji chaahe koi barse
bachna hai mushkil piya jaadugar se
dega aisa mantar maar aakhir hogi teri haar
jaadu nagari se aayaa hai koi jaadugar
leke pahla pahla pyar bharke aankho me khumaar
jaadu nagari se aayaa hai koi jaadugar
leke pahla pahla pyar

sun sun bate teri gori muskai re
aai aai dekho dekho aai hansi aai re
sun sun bate teri gori muskai re
aai aai dekho dekho aai hansi aai re
khele hotho pe bahaar nikala gusse se bhi pyar
jaadu nagari se aayaa hai koi jaadugar
leke pahla pahla pyar bharke aankho me khumaar
jaadu nagari se aayaa hai koi jaadugar
leke pahla pahla pyar
lyrics of song Leke Pahla Pahla Pyar (Part 1)
Poetic Translation - Lyrics of Leke Pahla Pahla Pyar (Part 1) - लेके पहला पहला प्यार
With first love's dawn,
Eyes brimming, a twilight born.
From a mystic realm, a sorcerer came,
With first love's dawn...

Lost to his spell, how did it be?
He vanished, and I, a captive, free.
When gazes met, a fate I knew,
My heart's sweet calm it flew.
From a mystic realm, a sorcerer came,
With first love's dawn...

You, who've seen him in starlight's gleam,
Join me now, let us call his dream.
Yearning now, our spirits yearn,
My love for you, it must return.
From a mystic realm, a sorcerer came,
With first love's dawn...

Since love's kohl graced these eyes of mine,
Dark nights of longing, a soul's confine.
Come, adorn my heart's embrace,
My bindi calls, I long to trace.
From a mystic realm, a sorcerer came,
With first love's dawn...

Clouds of tresses upon his face,
He walks, oh, where is his fleeting space?
Eyes, a quest, before your door,
Dreams a thousand, to explore.
From a mystic realm, a sorcerer came,
With first love's dawn...

Whether skies gleam, or storms unfold,
Escape the sorcerer, a story told,
He casts a spell, a poisoned art,
In the end, you will depart.
From a mystic realm, a sorcerer came,
With first love's dawn...

Your words, a melody, the maiden's smile,
Laughter dances, it's worthwhile.
Blossoms bloom upon her lips,
From anger, love gently slips.
From a mystic realm, a sorcerer came,
With first love's dawn...

C. I. D. (1956) - Movie Details
Film CastDev Anand, Waheeda Rehman, Shakeela, Kumkum, K N Singh, Sheela Vaz SingerGeeta Dutt, Mohammed Rafi, Shamshad Begum, Asha Bhosle LyricistMajrooh Sultanpuri DirectorRaj Khosla External LinksC. I. D. at IMDB      C. I. D. at Wikipedia Movie at YTC. I. D. at YT    C. I. D. at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement