Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Log To Loote Hai Andhere Me - लोग तो लुटते हैं अँधेरे में
log to lutthe hain andhere me
log to lutthe hain andhere me
log to lutthe hain andhere me
hum ujale me lutne aaye hain
hum ujale me lutne aaye hain
log to
aakho ki mithi shraab hotho ke babaak jaam
dekho na
aakho ki mithi shraab hotho ke babaak jaam
julfo ki kaali ghata hain aah sab tere naam
log to bikte hain daulat pe
log to bikte hain daulat pe
hum bina maang bikne aaye hain
hum ujale me lutne aaye hain
log to
tu jo ishara kare nachungi main raat bhar
tu jo ishara kare nachungi main raat bhar
sone na dungi tujhe jagaaungi main raat bhar
log to chhupte hain parde me
log to chhupte hain parde me
hum baaho me chhupne aaye hain
hum ujale me lutne aaye hain
log to
ab kisliye faasla la hatho me hath de
de na
ab kisliye faasla la hatho me hath de
kuch dur main sath du kuch dur tu sath de
log to gir ke sambhalte hain
log to gir ke sambhalte hain
hum sambhal ke girne aaye hain
hum ujale me lutne aaye hain
log to lutthe hain andhere me
log to