Video of "Maana Teri Nazar Me" from YouTube
Maana Teri Nazar Me Video Thumbnail
Advertisement
Maana Teri Nazar Me - माना तेरी नज़र में तेरा प्यार हम नहीं
Lyrics of Maana Teri Nazar Me - माना तेरी नज़र में तेरा प्यार हम नहीं

mana teri nazar mein
tera pyar hum nahi
mana teri nazar mein
tera pyar hum nahi

kaise kahe ke tere
kaise kahe ke tere
talabgaar hum nahi
mana teri nazar mein

tan ko jala ke rakh
banaya bichha diya
tan ko jala ke rakh
banaya bichha diya
lo ab tumhari raah mein
deewar hum nahi
lo ab tumhari raah mein
deewar hum nahi
mana teri nazar mein

jisko nikhara humne
tamanna ke khun se
jisko nikhara humne
tamanna ke khun se
gulshan mein us bahar
ke haqdaar hum nahi
gulshan mein us bahar
ke haqdaar hum nahi
mana teri nazar mein

dhoka diya khud ko
mohabbat ke naam par
dhoka diya khud ko
mohabbat ke naam par
yeh kis tarha kahe ki
hum gunheghar nahi
yeh kis tarha kahe ki
hum gunheghar nahi
kaise kahe ki tere
talabgar hum nahi
mana teri nazar mein.
lyrics of song Maana Teri Nazar Me
Poetic Translation - Lyrics of Maana Teri Nazar Me - माना तेरी नज़र में तेरा प्यार हम नहीं
In your eyes, I am not your love, I know,
In your eyes, I am not your love, I know,
How can I speak, how can I say,
That for your heart, I do not yearn?
In your eyes, I know.

Burning my form to ash, I spread,
Burning my form to ash, I spread,
Now, a path of offering, for your way,
No longer a wall, standing near.
In your eyes, I know,
The one I have polished, refined...

Khandaan (1979) - Movie Details
Film CastJeetendra, Sulakhshana Pandit, Bindiya Goswami, Nirupa Roy, Rakesh Roshan, Sunder Purohit, Bindu, Sujit Kumar, A K Hangal SingerKishore Kumar, Nitin Mukesh, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi LyricistNaqsh Lyallpur Music ByKhayyam DirectorAnil Ganguly ProducerSibte Hasan Rizvi External LinksKhandaan at IMDB      Khandaan at Wikipedia Movie at YTKhandaan at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement