Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Maro Na Dil Ko Maro - मारो ना दिल को मारो
maro na dil ko maro, khul ke pyar karo salo
maro na dil ko maro, khul ke pyar karo salo
just shake shake kamar, shake shake
dil ko hawa mein zara fake fake
just shake shake kamar, shake shake
dil ko hawa mein zara fake fake
duniya ki band baja do
gana gaate hai chhate ke bina
par pyar karte nahi chhate ke bina
uma karte hai khullam khulla
chhodo chhodo nahi gana naya nakhra
dont be a fake, dil fake fake
life mein ho pyar bas ek ek
dont be a fake, dil fake fake
life mein ho pyar bas ek ek
jalne walo ko ghanta dikha do
jalne walo ko ghanta dikha do
maro na dil ko maaro, khul ke pyar karo saalo
just shake shake kamar, shake shake
dil ko hawa mein zara fake fake
just shake shake kamar, shake shake
dil ko hawa mein zara fake fake
duniya ki band baja do
date karte hai at early solah
chaal chalu hai par chehra bhola
hate karte hai, fizul ka rona
just get of your ass, ye pal na khona
khul ke pyar karo salo, ye pal na khona
khul ke
just shake shake kamar, shake shake
bulshit kisi ki never take take
just shake shake kamar, shake shake
bulshit kisi ki never take take
duniya ki pungi baja do, sab ki band baja do
maro na dil ko maro, khul ke pyar karo salo
duniya ki band baja do, sab ki band baja do
maro na dil ko maro, khul ke pyar karo salo
duniya ki band baja do, sab ki band
duniya ki band baja do, sab ki band
duniya ki band, sab ki band
duniya ki band, sab ki band
duniya ki band, sab ki band
Comments for lyrics of song "Maro Na Dil Ko Maro"
Kiran Varma on Tuesday, April 28, 2015 Wowww!! Duniya ki pungi baja do.Sabki band baja do.superbbb!!!
Rocking party song ...PANCHAM da yaad aa gaye.
Ankur Karn on Wednesday, April 29, 2015 Yaar ye kya gaana banaya hai...zyada hi experimental ho gays
Dgb Vishal on Monday, April 27, 2015 ye gaana nahi hai, babaji ka thullu hai ..
sushant datar on Wednesday, April 29, 2015 pancham da aaise gane bane te honge .
Abhi Batra on Thursday, April 30, 2015 The Legend R.D. Burman still copied