Video of "Mahafil Men Jal Uthi Shamaa, Paravaane Ke Liye" from YouTube
Mahafil Men Jal Uthi Shamaa, Paravaane Ke Liye Video Thumbnail
Advertisement
Mahafil Men Jal Uthi Shamaa, Paravaane Ke Liye - महफ़िल में जल उठी शमा परवाने के लिये
Lyrics of Mahafil Men Jal Uthi Shamaa, Paravaane Ke Liye - महफ़िल में जल उठी शमा परवाने के लिये
mahfil me jal uthi shama
mahfil me jal uthi shama parvane ke liye
prit bani hai duniya me mar jane ke liye
mahfil me jal uthi shama parvane ke liye
prit bani hai duniya me mar jane ke liye

charo taraf lagaye phere phir bhi haradam dur rahe
ulfat dekho aag bani hai milane se majbur rahe
yahi saza hai duniya me yahi saza hai duniya me
divane ke liye prit bani hai duniya me
mar jane ke liye mahfil me jal uthi shama
parvane ke liye prit bani hai duniya me
mar jane ke liye

marne ka hai nam mohabbat
jalane ka hai nam javani
patthar dil hai sunne vale
kahne vala aankh ka pani ansu aye aankho me
ansu aye ankho me gir jane ke liye
prit bani hai duniya me mar jane ke liye
mahfil me jal uthi shama parvane ke liye
prit bani hai duniya me mar jane ke liye
lyrics of song Mahafil Men Jal Uthi Shamaa, Paravaane Ke Liye
Poetic Translation - Lyrics of Mahafil Men Jal Uthi Shamaa, Paravaane Ke Liye - महफ़िल में जल उठी शमा परवाने के लिये
The lamp ablaze, the gathering aglow,
For the moth's embrace, its fiery woe.
Love is forged in realms, meant to be lost,
In the ashes of a soul, a heavy cost.

Circling the flame, yet forever apart,
Love's burning touch, tearing the heart.
This is the fate, the world's decree,
For the lover's soul, eternally.
Love is forged in realms, meant to be lost.

To die is love's name, a whispered plea,
To burn is youth, wild and free.
The heart of stone, that hears but won't feel,
While words flow forth, a watery reveal.
Tears well in eyes, ready to fall,
Love is forged in realms, embracing all.
The lamp ablaze, the gathering aglow,
For the moth's embrace, its fiery woe.
Love is forged in realms, meant to be lost.

Nirala (1950) - Movie Details
Film CastDev Anand, Madhubala, Yaqub, Mumtaz Ali, Mazhar Khan, Leela Mishra, Radha Kishan, Narbada Shankar, Shama Gulnar, C L Shah, Shanti Madhok, Javed SingerLata Mangeshkar, Mohammed Rafi LyricistP L Santoshi Music ByC Ramachandra DirectorDeben Mukerji ProducerC. R. Shah External LinksNirala at IMDB       Movie at YTNirala at YT    Nirala at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement