Video of "Mai Aise Aaj Nachungi Ke Guhnghru Tut Jaaynge" from YouTube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.
We will add as soon as the video of the song is available.

Advertisement
Mai Aise Aaj Nachungi Ke Guhnghru Tut Jaaynge - मै ऐसे आज नाचूंगी के घुँघरू टूट जायेंगे
Lyrics of Mai Aise Aaj Nachungi Ke Guhnghru Tut Jaaynge - मै ऐसे आज नाचूंगी के घुँघरू टूट जायेंगे
mai aise aaj nachungi ke ghungaru tut jayenge

udege hosh aur haan ke hatho se
sagar chhut jayenge mai aise aaj nachungi ke
ghungaru tut jayenge mai aise
dhadak uthte hai dil sabke jidhar mai dekh leti hu
labo se zindagi ka mai naya paigam deti hu
mujhe dekho mujhe samjho nazar aayega sab tumko
meri aankho me tum jhanko kuch aisa aaj hoga dil
ke shishe tut jayenge mai aise aaj nachungi ke
ghungaru tut jayenge mai aise
mai hu bhadka huya shola jala ke khakh kar dungi
mai duniya se gunhgaro ka kissa pak kar dungi
sambhal jao badal jao mere sanche me dhal jao
diwana sabko kar dungi wo jalve mai dikhaungi
ke chhake chhut jayenge mai aise aaj nachungi ke
ghungaru tut jayenge udenge hosh aur hatho se

Aurat (1986) - Movie Details
Film CastShashi Kapoor, Zeenat Aman, Mazhar Khan, Viju Khote, Savita Bajaj, Sadashiv Amrapurkar, Shakti Kapoor
SingerAnuradha Paudwal
LyricistInfo na
Music ByUsha Khanna
DirectorB R Ishara
ProducerDhirendra Bohra, Virendra Bohra
External LinksAurat at IMDB
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films