Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mai Hu Toofan Mai Hu Bijli - मैं हूँ तूफ़ान मैं हूँ बिजली
mai hu tufan mai hu bijli
mai hu tufan mai hu bijli
mai hu tufan mai hu bijli
mai hu tufan mai hu bijli
hamse jo koi takraye
teere najar se bach ke na jaye
jaan gawaye meri jaan meri jaan meri jaan
mai hu tufan mai hu bijli
hamse jo koi takraye
teere najar se bach ke na jaye
jaan gawaye meri jaan meri jaan meri jaan
mai hu toofan mai hu bijli
ye rangini ye madhoshi
ye rangini ye madhoshi
mere sulge badan ki khamoshi
ye rangini ye madhoshi
mere sulge badan ki khamoshi
tum ko pukare karke ishare
palke jhukaye meri jaan meri jaan
mai hu toofan mai hu bijli
dil khushiyo me kho jayega
dil khushiyo me kho jayega
abhi hona hai jo ho jayega
dil khushiyo me kho jayega
abhi hona hai jo ho jayega
jaane fir aisa mauka sunhara
aaye na aaye meri jaan meri jaan meri na
mai hu toofan mai hu bijli
mai hu toofan mai hu bijli
hamse jo koi takraye
teere najar se bach ke na jaye
jaan gawaye meri jaan meri jaan meri jaan
mai hu toofan mai hu bijli