Video of "Mai Pee Darshan Ki Pyasi Re" from YouTube
Mai Pee Darshan Ki Pyasi Re Video Thumbnail
Advertisement
Mai Pee Darshan Ki Pyasi Re - मैं पि दर्शन की प्यासी रे
Music byNaushad LyricistPandit Indra MovieDarshan (1941)
Lyrics of Mai Pee Darshan Ki Pyasi Re - मैं पि दर्शन की प्यासी रे
main pi darshan ki pyasi re
main pyasi pi darshan ki
main pi darshan ki pyasi re
main pyasi pi darshan ki
main baithi pi ke raman ki
main baithi pi ke raman ki
main pi ke raman ki daasi
main pi ke raman ki daasi
main pi darshan ki pyasi re
main pyasi pi darshan ki

nahi mile wo preetam pyare
nahi mile wo preetam pyare
nahi khile wo aankh ke tare
nahi khile wo aankh ke tare

yahi nainan nain samaye the
yahi nainan nain samaye the
yaha sukh ke sapne aaye the
yaha sukh ke sapne aaye the

yahi man hi man muskaye wo
yahi man hi man muskaye wo
yaha geet preet ke gaye wo
yaha geet preet ke gaye wo
main pi darshan ki pyasi re
main pyasi pi darshan ki
main pi darshan ki pyasi re
main pyasi pi darshan ki
lyrics of song Mai Pee Darshan Ki Pyasi Re
Poetic Translation - Lyrics of Mai Pee Darshan Ki Pyasi Re - मैं पि दर्शन की प्यासी रे
My soul thirsts for His glimpse,
I thirst for His vision.
I sit, yearning for His love,
A servant to His embrace.
My soul thirsts for His glimpse,
I thirst for His vision.

That beloved, He is unseen,
Those stars of the eyes, unlit.

Here, eyes once met eyes,
Here, dreams of joy took flight.

Here, the heart silently smiled,
Here, songs of love were sung.
My soul thirsts for His glimpse,
I thirst for His vision.
My soul thirsts for His glimpse,
I thirst for His vision.

Darshan (1941) - Movie Details
Film CastBhudo Advani SingerMeera, G.M. Durrani, Amirbai Karnataki, Sheetal Ghosh, Jyoti, Prem Adeeb, Bhudo Advani LyricistBaalam Pardesi, Pandit Phani, Pandit Indra Music ByNaushad Ali External LinksDarshan at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement