Video of "Mai Tere Pyar Me Pagal Aise Gumta Hu" from YouTube
Advertisement
Mai Tere Pyar Me Pagal Aise Gumta Hu - मैं तेरे प्यार में पागल ऐसे घूमता हूँ
SingerLata Mangeshkar, Kishore Kumar
Music byLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
ActorRajesh Khanna, Moushumi Chatterjee
MoviePrem Bandhan (1979)
Lyrics of Mai Tere Pyar Me Pagal Aise Gumta Hu - मैं तेरे प्यार में पागल ऐसे घूमता हूँ
mai tere pyar me pagal aise ghumta hu
jaise mai koi pyasa badal barkha ko dhundata hu
mai tere pyar me pagal aise ghumti hu
jaise mai koi pyasi badli sawan ko dhundti hu
mai tere pyar me pagal pagal pagal pagal
jab jab tu chhup jati hai in phulo ki galiyo me
jab jab tu chhup jati hai in phulo ki galiyo me
aur chatakne lagti hai kitni kaliya kaliyo me
mai tera pata sabhi se aise puchhta hu jaise mai koi
bhula rahi manjil ko dhundata hu mai tere pyar me
pagal pagal pagal pagal
mere chehre pe teri thahri thahri do aankhe aankhe aankhe
mere chehre pe teri thahri thahri do aankhe
kitni gehari jhil hai ye jhil se gehari do aankhe
mai teri in aankho me aise dubti hu jaise mai koi
tuti naiya manjhe ko dhundti hu
mai tere pyar me pagal pagal pagal pagal
tu ho na ho aankho me rahti teri surat hai
ye man prem ka mandir hai jisme teri ye murat hai
mai teri is murat ko aise pujti hu jaise mai koi
vyakul radha mohan ko dhundti hu
mai tere pyar me pagal aise ghumta hu
jaise mai koi pyasa badal jaise mai koi pyasi badli
barkha ko dhundata hu sawan ko dhundti hu
barkha ko dhundata hu

Poetic Translation - Lyrics of Mai Tere Pyar Me Pagal Aise Gumta Hu - मैं तेरे प्यार में पागल ऐसे घूमता हूँ
In your love, I wander, lost and crazed,
Like a thirsty cloud, for rain I'm gazed.
In your love, I wander, lost and mad,
Like a thirsty cloud, for rain I'm sad.
In your love, I'm mad, lost, lost, lost.
When you vanish in flower-strewn lanes,
When you hide amongst floral refrains,
And buds burst forth, a fragrant show,
I seek you, searching, to and fro,
Like a lost traveler, the path unknown,
In your love, I'm lost, and all alone.
In your love, I'm mad, lost, lost, lost.
Upon my face, your eyes softly stay,
Upon my face, your eyes gently play,
Those eyes, a lake of fathomless deep,
Those eyes, a lake where secrets sleep.
In your eyes, I drown, a weary craft,
Seeking the anchor, split in half.
In your love, I'm mad, lost, lost, lost.
Whether near or far, your image bright,
Remains within my soul's pure light.
This heart, a temple, love's sacred space,
Where your form dwells, in time and grace.
I worship you, as Radha, in her plea,
Yearns for Mohan's love eternally.
In your love, I wander, lost and crazed,
Like a thirsty cloud, for rain I'm gazed.
Like a thirsty cloud, for rain I'm sad.
For rain I'm gazed.

Prem Bandhan (1979) - Movie Details
Film CastRajesh Khanna, Rekha, Moushmi Chatterjee, Vikram Gokhale, Prema Narayan, Helen, Bhagwan, Keshto Mukherjee, A K Hangal, Lalita Pawar
SingerMahendra Kapoor, Manna Dey, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
LyricistAnand Bakshi
Music ByPyarelal, Laxmikant Kudalkar
DirectorRamanand Sagar
ProducerB.R. Nanda
External LinksPrem Bandhan at IMDB Prem Bandhan at Wikipedia
Movie at YTPrem Bandhan at YT
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films