Video of "Mai To Piya Ki Joganiya Hu" from YouTube
Mai To Piya Ki Joganiya Hu Video Thumbnail
Advertisement
Mai To Piya Ki Joganiya Hu
SingerNirmala Devi Music byNaushad LyricistD N Madhok MovieGeet (1944)
Lyrics of Mai To Piya Ki Joganiya Hu
mai to mai to piya ki joganiya hu
hu mai to piya ki joganiya hu
mai to piya ki joganiya

piya hamare bukhe
piya hamare bukhe
mai dil ka taal sajau
mai dil ka taal sajau
piya hamare pyase
naino me jal bhar lau
piya hamare pyase
naino me jal bhar lau
mai to mai to piya ki joganiya hu
hu mai to piya ki joganiya hu
mai to piya ki joganiya

piya hamare ruthe
piya hamare ruthe
mai saiya mar jau
mai saiya mar jau
piya hamare mane
charno me phul chadau
piya hamare mane
charno me phul chadau
mai to mai to piya ki joganiya hu
hu mai to piya ki joganiya hu
mai to piya ki joganiya

jab lag sans chale hai
jab lag sans chale hai
mai pati charan gun gau
mai pati charan gun gau
janam janam ke sathi
mai pyare piya pau
janam janam ke sathi
mai pyare piya pau
mai to mai to piya ki joganiya hu
hu mai to piya ki joganiya hu
mai to piya ki joganiya


lyrics typed by : pinky thukur
Geet (1944) - Movie Details
Film CastChanda, Shahu Modak, Nirmala, Amir Ali, Shakir Ali, A Shah, Zahid Ali SingerMukesh, Nirmala Devi, Amirbai Karnataki, Shahu Modak LyricistD N Madhok Music ByNaushad Ali DirectorS U Sunny ProducerKardar External LinksGeet at IMDB      
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films