Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Main Baar Baar Tanha Hua - मैं बार बार तन्हा हुआ
rabba duhaiya ruthi parchhaiya jane anjane
main baar baar tanha main roz roz tanha
main beshumar tanha hua main baar baar tanha
main roz roz tanha main beshumar tanha hua
ankh mein nahi hai dekho qatra koyi bhi uska ha
auro ka to hona kya tha apna bhi main na ho saka
dil ki gehraiyan
poochhe sachchaiyan jane anjane
main baar baar tanha main roz roz tanha
main beshumar tanha hua main baar baar tanha
main roz roz tanha main beshumar tanha hua
duniya ka mela dekhu khudko akela dekhu
dil albela dekhu ghamzada duniya ka mela dekhu
khudko akela dekhu dil albela dekhoon ghamzada
dekh le ae dil bewafa chahato mein karke wafa
yado se pa lunga main apna bana lunga main
jaan gawa lunga main is dafa
yado se pa lunga main apna bana lunga main
jaan gawa lunga main is dafa meri aggwaiyan
karti ruswaiyan jaane anjane
main yaar yaar kehna main yaar yaar kehna
ohde naal naal rehna sada main yaar yaar kehna
main yaar yaar kehna ohde naal naal rehna sada
main baar baar tanha main roz roz tanha
main beshumar tanha hua main baar baar tanha
main roz roz tanha main beshumar tanha hua