Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Main Cheez Badi Hoon Mast Mast - मैं चीज़ बड़ी हूँ मस्त मस्त
Main cheez badi hoon mast mast
Main cheez badi hoon mast mast
Main cheez badi hoon mast
Main cheez badi hoon mast mast
Main cheez badi hoon mast
Nahin mujhko koi hosh hosh
Nahin mujhko koi hosh hosh
Uss par joban ka josh josh
Nahin mera nahin mera koi dosh dosh
Madhosh hoon main har waqt waqt
Main cheez badi hoon mast mast
Main cheez badi hoon mast
Main cheez badi hoon mast mast
Main cheez badi hoon mast
Ho
Aankhon pe chhaaya yeh kaisa kohra
Kaun badshah kaun hai mohra
Aankhon pe chhaaya yeh kaisa kohra
Kaun badshah kaun hai mohra
Jaane mera kya naam naam
Jaane mera kya naam naam
Jaane tera kya naam naam
Par naam se hai kya par
naam se hai kya kaam kaam
Kar jaam ka bandobast mast