|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Main Dariya Hoon Katra Nahi - मै दरिया हूँ कतरा नहीchup are hat soniye mujhe gane de mai dariya hu mai dariya hu
mai dariya hu katra nahi mai dariya hu katra nahi
mujhe koi
mujhe koi khatra nahi mujhe koi khatra nahi
mai dariya hu mai dariya hu mai dariya hu katra nahi
mai dariya hu katra nahi mujhe koi khatra nahi
mujhe koi khatra nahi
na dar allah ke nam pe na dar na dar na dar tera aashik hu mai
koi jeb katra nahi koi jeb katra nahi
teri umar hai nazami ari madam lipistic powder lagane se
umar kam thodi ho jati hai teri umar hai nazami
jyada hai satrah nahi jyada hai satrah nahi
mai dariya hu katra nahi mujhe koi khatra nahi
mujhe koi khatra nahi
mahal to ye rangin hai mahal to ye rangin hai
ye ghar saf suthra nahi ye ghar saf suthra nahi
na pande na pede yaha na pande na pede yaha
ye bambai hai mathura nahi ye bambai hai mathura nahi
mai dariya hu katra nahi mujhe koi khatra nahi
mujhe koi khatra nahi
baizzar bamusakat hoshiyarye shayar ka diwan hai
shayar layer shayar layer ye shayar ka diwan hai
ye pandit ka patra nahiye pandit ka patra nahi
jo upar gaya so gaya
surya aast ho gaya gagan mast ho gaya
surya aast ho gaya gagan mast ho gaya
jo upar ja ke so gayawo fir niche utara nahi
wo fir niche utara nahi mai dariya hu katra nahi
mujhe koi khatra nahi mujhe koi khatra nahi
|
Comments for lyrics of song "Main Dariya Hoon Katra Nahi" |
|
pavithra adikari on Monday, July 18, 2011 :) funny song
|
Hum Hain Lajwab |
Film cast: | Kumar Gaurav, Padmini Kolhapure, Kalpana Iyer, Monty, Shakti Kapoor, Kamal Kapoor, Rakesh Bedi, Birbal, Satyen Kappu, Huma Khan, Kiran Virale, Vikas Anand, Ravindra Kapoor, Viju Khote, Yunus Parvez | Singer: | Anwar, Asha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Meena | Lyricist: | Anand Bakshi | Music Director: | R D Burman | Film Director: | Mohan Sehgal | Film Producer: | Jawaharlal Bafna | External Links: | Hum Hain Lajwab at IMDB |
|
|
|
|
|