Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Main Deewaana Na Jaana Kab Kaise - मैं दीवाना ना जाना कब कैसे
main deewaana na jaana kab kaise
mere dil mein tu mehmaan ban gayi
main deewaana na jaana kab kaise
mere dil mein tu mehmaan ban gayi
o meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi
o meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi
main deewaana na jaana kab kaise
mere dil mein tu mehmaan ban gayi
o meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi
main deewaani na jaane kab kaise
mere dil mein tu mehmaan ban gaya
o meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya
pehle gussa aaya phir pyaar aa gaya
pehle gussa aaya phir pyaar aa gaya
patjhad mein yeh mausame bahaar aa gaya
o jhute waade par bhi aitbaar aa gaya
aankhon hi aankhon mein
baaton hi baaton mein yeh daastaan ban gayi
o meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi
main deewaani na jaane kab kaise
mere dil mein tu mehmaan ban gaya
o meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya
hum kitna bichde phir mulaakaat ho gayi
hum kitna bichde phir mulaakaat ho gayi
hum kitna ruthe phir kaise baat ho gayi
kab yeh aag lagi kab yeh barsaat ho gayi
dub gaye hum dono jisme paani ka katra katra tufaan ban gaya
o meri jaane ke dushman tu meri jaan ban gaya
main deewaana na jaana kab kaise
mere dil mein tu mehmaan ban gayi
o meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi
duniya ki unchi unchi deewaar gir gayi
duniya ki unchi unchi deewaar gir gayi
woh rasmo riwaajon ki talwaar gir gayi
main tere kadmon mein ho dildaar gir gayi
tauba tauba kitni mushkil baat mohabbat mein kitni aasaan ban gayi
o meri jaan ki dushman tu meri jaan ban gayi
main deewaani na jaane kab kaise
mere dil mein tu mehmaan ban gaya
o meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya
meri jaan ke dushman tu meri jaan ban gaya
Comments for lyrics of song "Main Deewaana Na Jaana Kab Kaise"
Altamash Azeem on Friday, January 28, 2011 WAH KYA AWAAZ THI AUR AB BHI HAI AZIZ Sb KI. GR8 FAN. SONGS OF MY YOUTH.
ANOTHER SIMILAR SONG IN AAG AUR SHOLA.. AAJ SUBAH JAB MAIN JAGA...;-D
Chandrashekhar Gupta on Sunday, August 29, 2010 Mohammed Aziz on Raj Tandon, Asha Bhonsle on Rubina, in Ek Main Aur Ek Tu
(1986). Rahul Dev Burman's music on Anand Bakshi's lyrics.
Rasha Saad on Monday, December 27, 2010 any one have this movie on net or online in any website >> really i want to
watch it i remember my childhood :(
BUB GHOSH on Thursday, September 20, 2012 THE SONG IS VERY MELODIOUS THAT IS THE MAGIC OF R.D.BURMAN MAY BE HE HAS
COMPOSED THIS SONG KEEPING IN HIS MIND THE GREAT LEGENDERY MD.RAFI BUT
STILL IT'S GOOD TO LISTEN IN THE VOICE OF MD.AZIZ !!!!!
Azizfanpk on Thursday, July 07, 2011 Main Diwana Na Jana - 1986 - Ek Main or Ek Too - Asha Bhosle, Muhammad Aziz, music R.D.Burman