Video of "Main Hu Jahan Tu Bhi Wahi Hai, Tujhse Koi Pyara Nahi Hai" from YouTube
Main Hu Jahan Tu Bhi Wahi Hai, Tujhse Koi Pyara Nahi Hai Video Thumbnail
Advertisement
Main Hu Jahan Tu Bhi Wahi Hai, Tujhse Koi Pyara Nahi Hai - मैं हूँ जहाँ तू भी वही है,तुझसे कोई प्यारा नहीं है
Lyrics of Main Hu Jahan Tu Bhi Wahi Hai, Tujhse Koi Pyara Nahi Hai - मैं हूँ जहाँ तू भी वही है,तुझसे कोई प्यारा नहीं है
mai hu jaha tu bhi wahi hai
tujhse koi pyara nahi hai
aa meri baho me jane tamnna
aa meri baho me jane tamnna
mai hu jaha tu bhi wahi hai
tujhse koi pyara nahi hai
aa meri baho me jane tamnna
aa meri baho me jane tamnna

tere karib rahu fir bhi mera pyar jale
tamam raat mere roop ki bahar jale
mai sochti hu kuch mera paiyam le
julafo ke saye mahake hue hai
dil ke irade bahake hue hai
o sanso me pyar gungunaye
aise me kya karaar aaye
apni wafaye mujhpe luta ke
apne gale se mujhko laga ke
o tune sajayi mere pyar ki dunia
pyar ki dunia
aa meri baho me jane tamanna
aa meri baho me jane tamanna

aa aa aa aa
milte rahe hai milte rahenge
hum zindagi bhar tere rahenge
o apna bana ke hume bhulane vale
duniya me tere siwa kaun hai apna
kaun hai apna
aa meri baho me jane tamanna
aa meri baho me jane tamanna
mai hu jaha tu bhi wahi hai
tujhse koi pyara nahi hai
aa meri baho me jane tamnna
aa meri baho me jane tamnna
aa meri baho me jane tamnna
aa meri baho me jane tamnna
lyrics of song Main Hu Jahan Tu Bhi Wahi Hai, Tujhse Koi Pyara Nahi Hai
Poetic Translation - Lyrics of Main Hu Jahan Tu Bhi Wahi Hai, Tujhse Koi Pyara Nahi Hai - मैं हूँ जहाँ तू भी वही है,तुझसे कोई प्यारा नहीं है
Where I am, you are there too,
None dearer than you, it's true.
Come to my arms, my heart's desire,
Come to my arms, set my soul afire.
Where I am, you are there too,
None dearer than you, it's true.
Come to my arms, my heart's desire,
Come to my arms, set my soul afire.

Near you, my love still fiercely burns,
The night, my beauty, ever yearns.
I ponder, a message I impart,
Your tresses, in their shadows, start
The sweetest fragrance, softly spun,
My heart's desires have overcome.
Oh, in your breath, love softly sings,
How could peace to my spirit cling?
Bestow your loyalty on me,
And hold me close, eternally.
You've adorned my world with love's bright gleam,
Love's world, a vibrant, waking dream.
Come to my arms, my heart's desire,
Come to my arms, set my soul afire.

Ah, ah, ah, ah…
We have met, and will always meet,
Forever yours, my love, complete.
You, who made me your own, then forgot,
Who else but you, belongs to my lot?
Who else but you, forever near?
Come to my arms, and banish fear.
Come to my arms, my heart's desire,
Come to my arms, set my soul afire.
Where I am, you are there too,
None dearer than you, it's true.
Come to my arms, my heart's desire,
Come to my arms, set my soul afire.
Come to my arms, my heart's desire,
Come to my arms, set my soul afire.

Ek Din Aadhi Raat (1971) - Movie Details
Film CastSujit Kumar, Aruna Irani, Kum Kum, Asit Sen, Mohan Choti, Parveen Paul SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur LyricistNoor Devasi, Asad Bhopali, Farooq Qaiser Music ByDattaram Wadkar DirectorKamal Sharma ProducerMahesh Chitra External LinksEk Din Aadhi Raat at IMDB       Movie at YTEk Din Aadhi Raat at YT    Ek Din Aadhi Raat at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement