Video of "Main Kali Baag Ki Tu Bhora Kaala" from YouTube
Main Kali Baag Ki Tu Bhora Kaala Video Thumbnail
Advertisement
Main Kali Baag Ki Tu Bhora Kaala - मैं कली बाग की तू भवरा काला
Lyrics of Main Kali Baag Ki Tu Bhora Kaala - मैं कली बाग की तू भवरा काला
mai kali bag ki mai kali bag ki
tu bhavra kala tu bhavra kala
mai madira ki pyali aur tu matvala
mai madira ki pyali aur tu matvala
mere naina balam kare ishare mero joban
mero joban sajan ankhiya mare
par tu bhola bhala par tu bhola bhala
mai kali bag ki tu bhavra kala

himmat hai kisi ki jo koi aankh mila le
himmat hai kisi ki jo koi aankh mila le
ban jaye hamara ban jaye hamara ya hame koi apna banale
ujadi hui basti hai mere man ki basa le
ujadi hui basti hai mere man ki basa le
mai kali bag ki mai kali bag ki
tu bhavra kala tu bhavra kala
lyrics of song Main Kali Baag Ki Tu Bhora Kaala
Poetic Translation - Lyrics of Main Kali Baag Ki Tu Bhora Kaala - मैं कली बाग की तू भवरा काला
I am the bud of the garden, I am,
You, the dark bee, you are.
I, the goblet of wine, and you, drunken,
I, the goblet of wine, and you, drunken.
My eyes, beloved, beckon, my youth,
My youth, lover, my eyes they dart,
But you, innocent and pure, you are.
I am the bud of the garden, you the dark bee.

Does courage exist to meet my gaze?
Does courage exist to meet my gaze?
To become mine, to become mine, or make me their own?
A desolate village, my heart, rebuild it,
A desolate village, my heart, rebuild it.
I am the bud of the garden, I am,
You, the dark bee, you are.

Prem Nagar (1940) - Movie Details
Film CastBimla Kumari, Husna Banu, Rai Mohan, Nagendra, Prof. Ramanand LyricistD N Madhok Music ByNaushad Ali DirectorM Bhavnani ProducerBhavani Productions External LinksPrem Nagar at IMDB      Prem Nagar at Wikipedia Movie at YTPrem Nagar at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement