Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Maine Shayad Tumhe - मैंने शायद तुम्हे
maine sayad tumhe dekha hai kahi
maine sayad tumhe dekha hai kahi
tum to wahi ho par mai wo nahi
maine sayad tumhe dekha hai kahi
tum to wahi ho par mai wo nahi maine sayad tumhe
khabar hi nahi mujhe kon hu kaha hu mai na na
itna pata hai mujhe theek hu jha hu mai
khabar hi nahi mujhe kon hu kaha hu mai na na
itna pata hai mujhe theek hu jha hu mai
khusi bhi nahi to phir gum bhi nahi
maine sayad tumhe dekha hai kahi
tum to wahi ho par mai wo nahi maine sayad tumhe
kabhi pas ati ho kabhi dur jati ho karti ho gussa
kabhi kabhi muskurati ho kabhi pas ati ho kabhi dur jati ho
karti ho gussa kabhi kabhi muskurati ho pyar bhi karo
na tum mujhse kabhi maine sayad tumhe dekha hai kahi
tum to wahi ho par mai wo nahi maine sayad tumhe
andar chalenge kaise kyu bich me ye tala hai acha chabi hai
pas mere to phir kyu ghotala hai darti
ho kyu tum chalo to sahi
maine sayad tumhe dekha hai kahi
tum to wahi ho par mai wo nahi
maine sayad tumhe dekha hai kahi maine
sayad tumhe dekha hai kahi