Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Main Parwaana - मैं परवाना
main parwana tera naam batana
iss pyar mein jalna jalana
yoon nazrein uthana yoon nazrein girana
tu shama main hoon mastana
dil pe vaar vaar vaar aisa kiya
ae oh aar paar yaar kardiya
chadhi hoyi ae garari addi hoyi ae
main paji aaj tipsy ho gaya
ankh main marunga deewana
pakka ji mera nishana
rakh tu bachna bachana
ankh main marunga deewana
main parwana tera naam batana
iss pyar mein jalna jalana
tujh jaise pe aitbaar mujhe hai na
straight khuleaam hai yeh kehna
kyun ek se yahan na ho paye
na scene hot beat wala
ma ma ma miya
jaane jaan romeo deewana
kaccha hai tera nishana
isse toh acha hai marjana
kuch nahi hona hamara