Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Risknamaa
Search Film
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of the song from youtube

Lyrics of Maine Pyaar Kyo Kiya - मैंने प्यार क्यों किया

dard bana har libash mera
ab gham ko odh ke sota hu
dard bana har libash mera
ab gham ko odh ke sota hu
mayusiyo ke bistar pe
khamosh hoke rota hu
sochta hu sada
maine pyaar kyu kiya
aitbaar kyu kiya
maine pyaar kyu kiya

mere siskne ki sadaye
kash hawa ye sun leti
mere siskne ki sadaye
kaash hawa ye sun leti
bechainiyo ke baago mein wo
rahat ki kaliyan bun deti
ishq ki nakaami ko ab main
sir pe leke dhota hu
sochta hu sada
maine pyaar kyu kiya
aitbaar kyu kiya
maine pyaar kyu kiya

waqt mere hatho mein aake
kyu aise hi fisal gaya
hmm waqt mere hatho mein aake
kyu aise hi fisal gaya
karke wada umr bhar ka
kyu ab jaan badal gaya
andhero se shikva nahi
roshani se naraz ab rehta hu
sochta hu sada
maine pyar kyu kiya
aitbaar kyu kiya
maine pyar kyu kiya



Film cast: Anupama Prakash, Garima Agarwal, Javed Haider, Khyati Sharma, Naushad Abbas, Pramod Moutho, Ravi Sharma, Ravi Verma, Sachin Khari, Shahbaz Khan
Singer: Rani Hazarika, Dev Chauhan, Altamash Faridi, Mohammed Irfan
Lyricist: Sanjit Nirmal Gurjar
Music Director: Ashish Donald, Dushant
Film Producer: Aarun Nagar
External Links: Risknamaa at IMDB    Risknamaa at Wikipedia
Mobile (Responsive) Version of this page
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy