Video of "Man Hota Hai Man Hota Hai" from YouTube
Man Hota Hai Man Hota Hai Video Thumbnail
Advertisement
Man Hota Hai Man Hota Hai - ख्वाबों से खेलने को मन होता हैं, मन होता हैं
Lyrics of Man Hota Hai Man Hota Hai - ख्वाबों से खेलने को मन होता हैं, मन होता हैं
khwaabo se khelne ko man hota hai, man hota hai
haatho se chhune ko man hota hai, man hota hai
kisi ki na pe ro du to, khilaune tut jaaye to
koi jab mujhse puchhe, kyun rota hai
man hota hai, man hota hai
khwaabo se khelne ko man hota hai, man hota hai
haathon se chhune ko man hota hai, man hota hai

khwaabo se khelne ko man hota hai, man hota hai
haathon se chhune ko man hota hai, man hota hai
kabhi sardi ki raaton me, koi khidaki jo kholu to
liye muskaan chehre pe koi hota hai
man hota hai, man hota hai
khwaabo se khelne ko man hota hai, man hota hai
haathon se chhune ko man hota hai, man hota hai
lyrics of song Man Hota Hai Man Hota Hai
Poetic Translation - Lyrics of Man Hota Hai Man Hota Hai - ख्वाबों से खेलने को मन होता हैं, मन होता हैं
The heart aches to dance with dreams, it aches,
To touch with hands, the yearning takes.
If I weep for a "no," or toys that break,
And someone asks, "Why the tears you make?"
The heart aches, it aches,
To dance with dreams, it aches, it aches,
To touch with hands, the yearning takes.

The heart aches to dance with dreams, it aches,
To touch with hands, the yearning takes.
When winter nights I open a pane,
A smiling face, through the cold rain,
The heart aches, it aches,
To dance with dreams, it aches, it aches,
To touch with hands, the yearning takes.

Meri Kahani (Atif Aslam) (2008) - Movie Details
SingerAtif Aslam External LinksMeri Kahani (Atif Aslam) at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement