Video of "Mastaan Mastaan (Remix)" from YouTube
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.
Advertisement
Mastaan Mastaan (Remix)
Lyrics of Mastaan Mastaan (Remix)
din hai naye, par hai yaadein puraani
yaadon mein teri bhi hai ek kahaani
din hai naye, par hai yaadein puraani
yaadon mein teri bhi hai ek kahaani
kya kya hamaare bhi kisse huye the
hum tum mohbbat ke hisse huye the
jaane kahaan jaate hai din rulaake
mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi
mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi

ab bhi mere dil ke iss aaine mein
tasveer teri saji hai tabhi se
koi mitaa paaya hai na use
har pal teri yaad aati hai maasumiya
mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi
mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi

meri ummidein yeh maange duwaayein
yaaro ke dhalane se pehale woh aaye
tu bhi kabhi apani kasame nibhaaye
manjil toh paa le jara yaadon ka kaarwa
mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi
mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi

mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi
mastaan mastaan rabi rabi, yaadein ajaadi rabi rabi.
Tahaan (2008) - Movie Details
Film CastPurav Bhandare, Rahul Bose, Anupam Kher, Sarika, Victor Banerjee, Rahul Khanna, Sana Shaikh, Ankush Dubey, Dheirya Sonecha, Rasika Duggal SingerAdnan Sami, Ritesh Menon, Gulzar Ganai, Sumedha Karmahe LyricistMehboob Music ByAdnan Sami, Taufique Qureshi DirectorSantosh Sivan ProducerShripal Morakhia, Mubina Rattonsey External LinksTahaan at IMDB      Tahaan at Wikipedia Movie at YTTahaan at YT    Tahaan at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement