Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mausam Ko Ishaaron Se Bulaa Kyon Nahin Lete - मौसम को इशारों से बुला क्यों नहीं लेते
mausam ko isharo se bula kyu nahi lete
mausam ko isharo se bula kyu nahi lete
rutha hai agar wo to mana kyu nahi lete
mausam ko isharo se bula kyu nahi lete
diwana tumhara koyi gair nahi
diwana tumhara koyi gair nahi
machla bhi to sine se laga kyu nahi lete
rutha hai agar wo to mana kyu nahi lete
mausam ko isharo se bula kyu nahi lete
khat likhkar kabhi aur kabhi khat ko jalakar
khat likhkar kabhi aur kabhi khat ko jalakar
tanhai ko rageen bana kyu nahi lete
tum jaag rahe ho mujhko accha nahi lagta
tum jaag rahe ho mujhko accha nahi lagta
chupke se meri nind chura kyu nahi lete
rutha hai agar wo to mana kyu nahi lete
mausam ko isharo se bula kyu nahi lete
Comments for lyrics of song "Mausam Ko Ishaaron Se Bulaa Kyon Nahin Lete"
sanjay jaiswal on Wednesday, December 28, 2011 tum jaag rahe ho mujhe acha nahi lagta chupke se meri nind chura kyon nahi
lete rutha hai agar wo to mana kyon nahi lete..
abhiganit on Saturday, June 12, 2010 khat likhke ,kabhi aur kabhi khat ko jala ke ,
tanhai ko rangeen bana kyu nahi lete
Awesome... one of d best of Jagjit jee
9fairytales on Thursday, June 17, 2010 deewana tumhara hoon. koi ghair nahi.. machla hoon to seeny se laga kion
nahi lety.??
Swati Mittal on Friday, December 04, 2015 deewana tumhara hoon. koi ghair nahi.. machla hoon to seeny se laga kion
nahi lete...
Anupam Mukherjee on Sunday, October 24, 2010 A salute to Zafar Gorakhpuri (the poet) & the legendary Singer