Video of "Mera Dil Baharo Ka Wo Phool Hai" from YouTube
Mera Dil Baharo Ka Wo Phool Hai Video Thumbnail
Advertisement
Mera Dil Baharo Ka Wo Phool Hai - मेरा दिल बहारों का वो फूल है
Lyrics of Mera Dil Baharo Ka Wo Phool Hai - मेरा दिल बहारों का वो फूल है
mera dil baharo ka wo phul hai
mera dil baharo ka wo phul hai
jise gulsita ki nazar lag gayi
kisi ne jalaya nahi ye chaman
ise bagba ki nazar lag gayi

ye sach hai ke tumne mujhe gum diya
tumhe fir bhi maine na ruswa kiya
ye sach hai ke tumne mujhe gum diya
tumhe fir bhi maine na ruswa kiya
kisi ne jo pucha to ye kah diya
mujhe aasma ki nazar lag gayi
mera dil baharo ka wo phul hai
jise gulsita ki nazar lag gayi

mujhe is zamane ne luta nahi
ye dil badnasibi se tuta nahi
mujhe is zamane ne luta nahi
ye dil badnasibi se tuta nahi
sitamgar koi mujhse rutha nahi
kisi meharba ki nazar lag gayi
mera dil baharo ka wo phul hai
jise gulsita ki nazar lag gayi

nazar muskurai thi jiske liye
usi ne nigaho ko aasu diye
nazar muskurai thi jiske liye
usi ne nigaho ko aasu diye
jaha dil diwane ne sajde kiye
wahi aasta ki nazar lag gayi
mera dil baharo ka wo phul hai
jise gulsita ki nazar lag gayi
lyrics of song Mera Dil Baharo Ka Wo Phool Hai
Poetic Translation - Lyrics of Mera Dil Baharo Ka Wo Phool Hai - मेरा दिल बहारों का वो फूल है
My heart, a bloom of spring's embrace,
My heart, a bloom of spring's embrace,
A curse descends, a garden's blight,
No hand had scorched this verdant space,
The gardener's gaze brought endless night.

It's true, you gifted grief to me,
Yet still, my lips held no disgrace,
It's true, you gifted grief to me,
Yet still, my lips held no disgrace,
When questioned, I would softly plead,
"The heavens' glare has marred my face."
My heart, a bloom of spring's embrace,
A curse descends, a garden's blight.

This world itself could not destroy,
This heart, by fate, was not undone,
This world itself could not destroy,
This heart, by fate, was not undone,
No cruel tormentor caused me pain,
A cherished friend, their love withdrawn.
My heart, a bloom of spring's embrace,
A curse descends, a garden's blight.

The eyes that smiled, the ones I sought,
Bestowed on me a tearful plight,
The eyes that smiled, the ones I sought,
Bestowed on me a tearful plight,
Where once my soul in rapture bowed,
The very shrine, now lost to light.
My heart, a bloom of spring's embrace,
A curse descends, a garden's blight.

Aadhi Raat Ke Baad (1965) - Movie Details
Film CastAshok Kumar, Ragini, Sailesh Kumar, Agha, Sajjan, Ulhas, Murad, Rajan Haksar, Kumar SingerAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Suman Kalyanpur, Mohammed Rafi LyricistAnand Bakshi, Prem Dhawan Music ByChitragupt DirectorNanubhai Bhatt External LinksAadhi Raat Ke Baad at IMDB      Aadhi Raat Ke Baad at Wikipedia Movie at YTAadhi Raat Ke Baad at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement