Video of "Mera Pehla Pehla Pyaar" from YouTube
Mera Pehla Pehla Pyaar Video Thumbnail
Advertisement
Mera Pehla Pehla Pyaar - मेरा पहला पहला प्यार
Lyrics of Mera Pehla Pehla Pyaar - मेरा पहला पहला प्यार
na jane kab ye hua
na kissi ko khabar
na khud ko pata hai
khoye khoye rahte, hum yaha hain
silsilo ka silsila hain hua shuru
ab jo nikal bhi jaaye
kbse hain ham raahi chahton ke
liye jaise pahla nasha
ho pahli nazar pahla huaa
yun lage mohabbat hi javaan hain
dosto ki dosti, yaron ki yaari
kam lagne lagi
bahke hain ham bahka, ye shamma hain
kaise samjhaaun tumhe
mera pahla pahla pyaar hain ye
ho o o aankho me aitbaar hain ye
ho o o mera pahla pahla pyaar hain ye
ho o o aankho me aitbaar hain ye
ho o o mera pahla pahla pyaar

hawa bhi mili thi hame
jhokhon me puchh rhai thi
pyar ye agar nahi to fir kya hain
he aasmaan tu bhi, aajkal sang chalta hai
saath leke chaand taare
kaise samjhaaun tumhe
mera pahla pahla pyaar hain ye
ho o o aankho me aitbaar hain ye
ho o o mera pahla pahla pyaar hain ye
ho o o aankho me aitbaar hain ye ho o o
lyrics of song Mera Pehla Pehla Pyaar
Poetic Translation - Lyrics of Mera Pehla Pehla Pyaar - मेरा पहला पहला प्यार
When did this begin, unknown,
No witness, not even to the self.
Lost we wander, here we dwell.
A chain of beginnings, now unfurled.
Even if we depart,
How long have we journeyed, seekers of desire?
Like the first intoxication,
The first glance, the first becoming,
Love appears eternally young.
Friendship of comrades, camaraderie of kin,
Fading, becoming small.
Drunk, we are drunk, this flame intoxicates.
How to make you understand?
This, my first, my first love, it is.
Oh, in these eyes, faith resides.
Oh, this, my first, my first love, it is.
Oh, in these eyes, faith resides.
Oh, this, my first, first love.

The wind embraced us too,
Whispering in its gusts,
If this is not love, then what is it?
Oh, heavens, you too, now walk beside us,
Bearing moon and stars.
How to make you understand?
This, my first, my first love, it is.
Oh, in these eyes, faith resides.
Oh, this, my first, my first love, it is.
Oh, in these eyes, faith resides.
Oh.

Mp3 - Mera Pehla Pehla Pyaar (2007) - Movie Details
Film CastHazel, Ruslaan Mumtaz, Kanwaljeet Singh, Menekka Arora, Rinku Patel, Manoj Pahwa, Neelu Kohli, Gaurav Gera, Mandira Singh, Ashish Roy, Vijay Gokhale, Sarthak Bhasin, Vikas Vasu, Dinesh Garg SingerK K, Shaan, Suhail Kaul, Tara Baswani LyricistVipin Mishra, Kiran Kotrial, Aslam Noor Music ByAshutosh Pathak, Dhruv Ghanekar DirectorRobby Grewal External LinksMp3 - Mera Pehla Pehla Pyaar at IMDB      Mp3 - Mera Pehla Pehla Pyaar at Wikipedia Movie at YTMp3 - Mera Pehla Pehla Pyaar at YT    Mp3 - Mera Pehla Pehla Pyaar at YT(2)    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement