Video of "Mera Sandal Toota Re Bareilly Ke Bazaar Mein" from YouTube
Mera Sandal Toota Re Bareilly Ke Bazaar Mein Video Thumbnail
Advertisement
Mera Sandal Toota Re Bareilly Ke Bazaar Mein - मेरे सेंडल टूटा रे बरेइल्ली के बाज़ार में
Lyrics of Mera Sandal Toota Re Bareilly Ke Bazaar Mein - मेरे सेंडल टूटा रे बरेइल्ली के बाज़ार में
nahi nahi nahi nahi nahi x(3)
are re mera sandal toota re
bareilly ke bazaar mein
mujhe sabne loota re
bareilly ke bazaar mein

gali hai sankadi log bathere
uspe aashiq saare tere
jaanke fir tu gayi kyu?
bareli ke bazaar mein

kal tune bola tha mujhko
aaj milega shaam re
milne se pehle hote hai
mujhko kitne kaam re

kaajal bindiya paayal jhumke
husn ke sab hathiyar ve
tere hi khatir lene the
solah shringar ve

ab chalne na tere bahaane
hai tere 100 100 deewane
jab se gayi hai aage lagi hai
bareli ke bazaar mein

are re mera sandal toota re
bareilly ke bazaar mein
mujhe sabne loota re
bareilly ke bazaar mein

mera sandal toota re
bareilly ke bazaar mein
mujhe sabne loota re
bareilly ke bazaar mein



lyrics of song Mera Sandal Toota Re Bareilly Ke Bazaar Mein
Chatrapathi (2023) - Movie Details
Film CastSreenivas Bellamkonda, Nushrat Bharucha, Karan Singh Chhabra, Sharad Kelkar, Bhagyashree, Sahil Vaid SingerArmaan Malik, Zahrah Khan, Ash King, Palak Muchhal, Dev Negi, Jyotica Tangri, Sunidhi Chauhan LyricistMayur Puri, Shabbir Ahmed Music ByTanishk Bagchi DirectorAkshay Jayantilal Gada, Dhaval Jayantilal Gada ProducerV.V. Vinayak External LinksChatrapathi at IMDB      Chatrapathi at Wikipedia Movie at YTChatrapathi at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement