| Sham Hinduja on Friday, December 05, 2014 I love this song !! Awesome !!!
 |Mere dukh ki koi dawa na karo
 Mujhko mujhse abhi juda na karo
 
 Na-khuda ko khuda kaha hai to fir
 Doob jaao khuda-khuda na karo
 Ye sikhaya hai dosthi ne hame
 Dosth bankar kabhi wafa na karo
 
 Ishq hai ishq ye mazaq nahin
 Chand lamhon mein faishlaa na karo
 Aashiqi ho ke bandagi 'faakir'
 Be-dili se to ye fida na karo
 
 NangaHaar on Thursday, December 15, 2011
 Mere Dukh Ki Koi Dawa Na Karo
 Mujhko Mujhse Abhi Juda Na Karo
 
 Na Khuda Ko Khudai Ka Gam Hai To Phir
 Doob Jao Khuda Khuda Na Karo
 
 Yeh Sikhaya Hai Dosti Ne Hame
 Dost Ban Kar Kabhi Wafa(love) Na Karo ( also, I add this from my side, Dost ban kar kabhi jafaa (cruelty) na karo)
 
 Ishq hai Ishq Yeh Mazaak Nahin
 Chand (few) Lamhon (words) Mein Faisla Na Karo
 
 Shankar Ganapathy on Saturday, April 26, 2014
 arre oh dewanoon kabhi aisa socha hai kya...Wonder whom to thank for this
 message so lyrically brought to us with such a melodious tune and such
 subtle background, not to say anything less about CHITRAJI's
 rendition...would like to listen to this on my deathbed...
 
 vijay tandon on Friday, June 15, 2012
 Really kya dard hai is gazal mein. God bless to Chitra. Human life is
 nothing but at everymoment we hv to face unexpected challange. Jagjit ji
 amar hai,koi bhi unhe humse juda nahin kar sakta. I love all his and her
 composition.
 
 Hafeez Magsi on Friday, May 25, 2012
 afsoss h ke ab jagjet k family men sirf ek chirta he zinda rh gye hian.. :(
 kash chitra k sath sub salamt hote
 
 
 |