Video of "Mere Labon Pe Dua Banke" from YouTube
Mere Labon Pe Dua Banke Video Thumbnail
Advertisement
Mere Labon Pe Dua Banke - मेरे लबों पे दुआ बनके आप रहते हो
Lyrics of Mere Labon Pe Dua Banke - मेरे लबों पे दुआ बनके आप रहते हो
mere labo pe dua banke aap rahte ho
mere labo pe dua banke aap rahte ho
kasam khuda ki, khuda banke aap rahte hain
mere labo pe dua banke aap rahte ho

ghamo ki dhoop mein jab chhanv ki tamanna ho
ghamo ki dhoop mein jab chhanv ki tamanna ho
to mere saath ghata banke aap rahte hain
to mere saath ghata banke aap rahte hain
kasam khuda ki, khuda banke aap rahte hain
mere labo pe dua banke aap rahte ho

kabhi utar hi na paaye jo baad marne ke
kabhi utar hi na paaye jo baad marne ke
wo aashiqi ka nasha banke aap rahte ho
wo aashiqi ka nasha banke aap rahte ho
kasam khuda ki, khuda banke aap rahte hain
mere labo pe dua banke aap rahte ho

zamana sadiyon se jiski talaash karta hain
zamana sadiyon se jiski talaash karta hain
usi khushi ka pata banke aap rahte hain
usi khushi ka pata banke aap rahte hain
kasam khuda ki, khuda banke aap rahte hain
mere labo pe dua banke aap rahte ho
lyrics of song Mere Labon Pe Dua Banke
Poetic Translation - Lyrics of Mere Labon Pe Dua Banke - मेरे लबों पे दुआ बनके आप रहते हो
Upon my lips, a prayer you reside,
Upon my lips, a prayer you abide.
By God's own grace, as God you reside.
Upon my lips, a prayer you confide.

When shadows crave in sorrow's sun,
When shadows crave, the day is done,
With me, a cloud, your being spun,
With me, a cloud, your reign begun.
By God's own grace, as God you reside.
Upon my lips, a prayer you confide.

A love-drunk trance, death cannot cease,
A love-drunk trance, offering peace,
That lingers on, beyond release,
That lingers on, my soul's increase.
By God's own grace, as God you reside.
Upon my lips, a prayer you confide.

The joy the ages seek to find,
The joy the ages seek to bind,
The very path, of heart and mind,
The very path, to leave behind.
By God's own grace, as God you reside.
Upon my lips, a prayer you confide.

Rishta (Album) (2000) - Movie Details
SingerJaswant Singh, Anuradha Paudwal LyricistMadan Pal, Ayaz Jhanswi, Israr Ansari, Ibrahim Ashq, Naini Kazmi, Prashant Vatsala, Payam Sayeedi Music ByShekhar Sen
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement