Video of "Mere Rashke Qamar (Female Version)" from YouTube
Mere Rashke Qamar (Female Version) Video Thumbnail
Advertisement
Mere Rashke Qamar (Female Version) - मेरे रश्के कमर
Lyrics of Mere Rashke Qamar (Female Version) - मेरे रश्के कमर
yun laga koyalein jab lagin kookne
yun laga koyalein jab lagin kookne
jaise chhalni kiya humko bandook ne
jaise chhalni kiya humko bandook ne

hook uthne lagi hanste hanste meri
hook uthne lagi hanste hanste meri
aankh yun dabdabayi mazaa aa gayaa
tune rashke qamar…
tune rashke qamar keh diya jab mujhe
zindagi muskuraayi mazaa aa gayaa

uff yeh deewangi aashiqui ne teri
khaakh aisi udaayi mazaa aa gaya
mere rashke qamar tune pehli nazar
jab nazar se milaai maza aagaya
jab nazar se milaai maza aagaya

aise lehra ke tu rubaroo aa gaya
aise lehra ke tu rubaroo aa gaya
dhadkane betahasha tadapane lagin
dhadkane betahasha tadapane lagin
teer aisa laga dard aisa jagaa
teer aisa laga dard aisa jagaa
chot dil pe wo khaayi mazaa aa gayaa!
tune rashke qamar
tune rashke qamar keh diya jab mujhe
zindagi muskuraayi mazaa aa gayaa

saanwali shaam mein rang aise bhar gaye
thaam li jab kalaai mazaa aa gayaa
mere rashke qamar tune pehli nazar
jab nazar se milaai maza aa gaya
jab nazar se milaai maza aa gaya

barq si gir gayi kaam hi kar gayi
barq si gir gayi kaam hi kar gayi
aag aisi lagaai mazaa aa gaya

lyrics of song Mere Rashke Qamar (Female Version)
Baadshaho (2017) - Movie Details
Film CastAjay Devgan, Denzil Smith, Emraan Hashmi, Esha Gupta, Gulshan Pandey, Ileana D'Cruz, Priyanshu Chatterjee, Ravi Khanvilker, Sanjay Mishra, Sharad Kelkar, Sunny Leone, Vidyut Jammwal SingerNusrat Fateh Ali Khan, Rahat Fateh Ali Khan, Mika Singh, Neeti Mohan, Jubin Nautiyal, Neeraj Arya, Tulsi Kumar LyricistManoj Muntashir, Fana Buland Shehri, Nusrat Fateh Ali Khan, Sahir Ludhianvi, Traditional Music ByTanishk Bagchi, Nusrat Fateh Ali Khan, Ankit Tiwari, Tanishq Bagchi, R D Burman, Traditional DirectorMilan Luthria ProducerBhushan Kumar, Krishan Kumar, Milan Luthria External LinksBaadshaho at IMDB      Baadshaho at Wikipedia Movie at YTBaadshaho at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement