Video of "Mere Samne Wali Khidki Mein Ek Chand Ka" from YouTube
Advertisement
Mere Samne Wali Khidki Mein Ek Chand Ka - मेरे सामने वाली खिड़की में एक चांद का
SingerKishore Kumar
Music byR D Burman
LyricistRajinder Krishan
ActorSunil Dutt, Kishore Kumar, Saira Banu, Mukri, Keshto Mukherjee, Raj Kishore
CategoryHappy Songs, Tareef Songs, Ched Chad Songs
MoviePadosan (1968)
Lyrics of Mere Samne Wali Khidki Mein Ek Chand Ka - मेरे सामने वाली खिड़की में एक चांद का
mere saamne waali khidki mein
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
afsos ye hai ke vo hamse
kuchh ukhda ukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
jis roz se dekha hai usko
ham shamaa jalaana bhool gaye
jis roz se dekha hai usko
ham shamaa jalaana bhool gaye
dil thaam ke aise baithe hain
kahin aana jaana bhool gaye
ab aath pahar in aankhon mein
vo chanchal mukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
barsaat bhi aakar chali gayi
baadal bhi garaj kar baras gaye
barsaat bhi aakar chali gayi
baadal bhi garaj kar baras gaye
par uski ek jhalak ko ham
ae husn ke maalik taras gaye
kab pyaas bujhegi aankhon ki
din raat ye dukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
afsos ye hai ke vo hamse
kuchh ukhda ukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
afsos ye hai ke vo hamse
kuchh ukhda ukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
jis roz se dekha hai usko
ham shamaa jalaana bhool gaye
jis roz se dekha hai usko
ham shamaa jalaana bhool gaye
dil thaam ke aise baithe hain
kahin aana jaana bhool gaye
ab aath pahar in aankhon mein
vo chanchal mukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
barsaat bhi aakar chali gayi
baadal bhi garaj kar baras gaye
barsaat bhi aakar chali gayi
baadal bhi garaj kar baras gaye
par uski ek jhalak ko ham
ae husn ke maalik taras gaye
kab pyaas bujhegi aankhon ki
din raat ye dukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
afsos ye hai ke vo hamse
kuchh ukhda ukhda rehta hai
mere saamne waali khidki mein
ek chaand ka tukda rehta hai
Poetic Translation - Lyrics of Mere Samne Wali Khidki Mein Ek Chand Ka - मेरे सामने वाली खिड़की में एक चांद का
In the window facing me,
In the window facing me,
A fragment of the moon resides,
Alas, she keeps her distance,
A touch withdrawn, she hides.
In the window facing me,
A fragment of the moon resides.
Since the day I saw her face,
I forgot to light the flame,
Since the day I saw her face,
I forgot to speak her name.
Holding my heart, I sit entranced,
Forgotten is every game,
Now, through all hours, in my eyes,
That playful visage stays the same,
In the window facing me,
A fragment of the moon resides.
The monsoon came and went away,
The clouds roared, then poured their tears,
The monsoon came and went away,
The clouds shed their watery spears,
But for a glimpse of her, I yearn,
Oh beauty's queen, through all my years,
When will the thirst within my eyes be quenched?
This sorrow constantly appears,
In the window facing me,
A fragment of the moon resides,
Alas, she keeps her distance,
A touch withdrawn, she hides.
In the window facing me,
A fragment of the moon resides.
In the window facing me,
A fragment of the moon resides,
Alas, she keeps her distance,
A touch withdrawn, she hides.
In the window facing me,
A fragment of the moon resides.
Since the day I saw her face,
I forgot to light the flame,
Since the day I saw her face,
I forgot to speak her name.
Holding my heart, I sit entranced,
Forgotten is every game,
Now, through all hours, in my eyes,
That playful visage stays the same,
In the window facing me,
A fragment of the moon resides.
The monsoon came and went away,
The clouds roared, then poured their tears,
The monsoon came and went away,
The clouds shed their watery spears,
But for a glimpse of her, I yearn,
Oh beauty's queen, through all my years,
When will the thirst within my eyes be quenched?
This sorrow constantly appears,
In the window facing me,
A fragment of the moon resides,
Alas, she keeps her distance,
A touch withdrawn, she hides.
In the window facing me,
A fragment of the moon resides.
Padosan (1968) - Movie Details
Film CastSunil Dutt, Saira Banu, Mehmood, Kishore Kumar, Keshto Mukherjee, Mukri, Om Prakash, Agha, Dulari, Ratna, Raj Kishore, Moolchand, Sunder, Jankidas, Ganga
SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar, Manna Dey, Talat Mahmood
Music ByR D Burman
DirectorJyoti Swaroop
ProducerMehmood, N C Sippy
External LinksPadosan at IMDB Padosan at Wikipedia
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films

