Video of "Mere Yaar Ki Yaari Dekh Ke" from YouTube
Mere Yaar Ki Yaari Dekh Ke Video Thumbnail
Advertisement
Mere Yaar Ki Yaari Dekh Ke - मेरे यार की यारी देख के
Lyrics of Mere Yaar Ki Yaari Dekh Ke - मेरे यार की यारी देख के
mere yar ki yari dekh ke ek surat pyari dekh ke
dil kahta hai dil kahta hai dil kahta hai
mohabbat ho gayi mere yar ki yari dekh ke
ek surat pyari dekh ke

mohabbat ho gayi

ek sapna dekha karta tha tujhe baho me le jaunga
ek chalti firti agni se sine ki aag bujha lunga

mere yar ki surat kya kahna har bat mujhe to mar gayi
wo ishk ki bazi jeet gaya mai husn ki bazi har gayi

lyrics of song Mere Yaar Ki Yaari Dekh Ke
Poetic Translation - Lyrics of Mere Yaar Ki Yaari Dekh Ke - मेरे यार की यारी देख के
Behold my love's embrace, a beloved face,
My heart whispers, it proclaims, it pleads:
Love has bloomed, by my beloved's grace,
A precious form, my heart exceeds.

Love has bloomed.

A dream I held, to hold you near,
To quench the fire, from flames so bright,
A dream I held, to hold you dear,
To cool the blaze within the night.
Behold my love's embrace, a beloved face,
My heart whispers, it proclaims, it pleads:
Love has bloomed, by my beloved's grace,
A precious form, my heart exceeds.
My heart whispers, it proclaims, it pleads:
Love has bloomed.

My love's face, a siren's call, each word, a dart,
He won the game of love, with skillful art,
My love's face, a siren's call, each word, a dart,
I lost the game of beauty, torn apart.
Behold my love's embrace, a beloved face,
My heart whispers, it proclaims, it pleads:
Love has bloomed, by my beloved's grace,
A precious form, my heart exceeds.
My heart whispers, it proclaims, it pleads:
Love has bloomed.

Insaaniyat (1974) - Movie Details
Film CastShashi Kapoor, Sujit Kumar, Jayant, Durga Khote, Jagdish Raaj, Mubarak, Jagdeep, Krishan Dhawan, Roopesh Kumar SingerAsha Bhosle, Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur, Mukesh LyricistIndeevar, Hasrat Jaipuri Music ByShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal DirectorPrayagraj ProducerJagdish, Satpal Verma External LinksInsaaniyat at IMDB      Insaaniyat at Wikipedia Movie at YTInsaaniyat at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement