Video of "Meri Duniya Me Aana (Female)" from YouTube
Advertisement
Meri Duniya Me Aana (Female)
SingerSadhana Sargam
Music byNadeem Shravan
LyricistSameer
ActorBhagyashree
CategoryRomantic Songs
MoviePaayal (1992)
Lyrics of Meri Duniya Me Aana (Female)
meri dunia me aana na jana kabhi fir sanam
mujhe apna banana na jana kabhi fir sanam

jane kaha kis ghadi kab yaha
tujhse mulakat ho
aankhe mile aur palke jhuke
chupke se har bat ho
jane kaha kis ghadi kab yaha
tujhse mulakat ho
aankhe mile aur palke jhuke
chupke se har bat ho
kab tak aise jane wafa
kab tak aise jane wafa
aahe bharu aahe bharu
mere sapne sajana na jana kabhi fir sanam

mai ajnabi jindagi me teri aaungi ban ke khushi
itni mohabbat mai dungi tujhe bhulega tu na kabhi

kahi tute na sapne mere
kahi tute na sapne mere
mai to daru mai to daru
baho me chupana na jana kabhi fir sanam

Paayal (1992) - Movie Details
Film CastHimalaya, Bhagyashree, Farida Jalal, Anu Kapoor, Tiku Talsania, Shakti Kapoor, Ishrat Ali
SingerKumar Sanu, Alka Yagnik, Sadhna Sargam, Sarika Kapoor
LyricistSameer
Music ByNadeem Shravan
DirectorMahendra Shah
ProducerMahendra Shah
External LinksPaayal at IMDB
Movie at YTPaayal at YT Paayal at YT(2)
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films