Video of "Meri Kahkashan Bhee Tu" from YouTube
Meri Kahkashan Bhee Tu Video Thumbnail
Advertisement
Meri Kahkashan Bhee Tu - मेरी कहकशाँ भी तू हैं
Lyrics of Meri Kahkashan Bhee Tu - मेरी कहकशाँ भी तू हैं
meri kahkashan bhi tu hai
mera aasmaan bhi tu hai
meri rahguzar bhi tu hai
mera kaarwaan bhi tu hai
meri kahkashan bhi tu hai
mera aasmaan bhi tu hai

main khushi se jee raha hoon
tere pyaar ke kafas me
main khushi se jee raha hoon
tere pyaar ke kafas me
tere pyaar ke kafas me
mere gulistaan bhi tu hai
mera aashiyaan bhi tu hai
meri rahguzar bhi tu hai
mera kaarwaan bhi tu hai

nahin koi khwaabe tufaan
nahin aandhio ka dar hai
nahin koi khwaabe tufaan
nahin aandhio ka dar hai
nahin aandhio ka dar hai
mera nakhuda bhi tu hai
mera aabaad muaa bhi tu hai
meri rahguzar bhi tu hai
mera kaarwaan bhi tu hai

main kisi ko kya bataau
nahin fark tujhme mujhme
main kisi ko kya bataau
nahin fark tujhme mujhme
nahin fark tujhme mujhme
main tumhaari daasta hun
meri daastaan bhi tu hai
meri rahguzar bhi tu hai
mera kaarwaan bhi tu hai
meri kahkashan bhi tu hai
mera aasmaan bhi tu hai
meri kahkashan bhi tu hai
mera aasmaan bhi tu hai
lyrics of song Meri Kahkashan Bhee Tu
Poetic Translation - Lyrics of Meri Kahkashan Bhee Tu - मेरी कहकशाँ भी तू हैं
You are my cosmos, the swirling dance,
You are the sky, my endless expanse.
You are the path beneath my feet,
The caravan, my journey's beat.
You are my cosmos, a starlit show,
You are the sky, where dreams all grow.

I live in joy, a vibrant hue,
Within your love, forever true.
I live in joy, with every breath,
Held captive in a love past death.
Within your love, my spirit's grace,
You are my garden, time and space.
You are my home, a gentle art,
You are the path within my heart.
The caravan, the soul's embrace.

No raging storms disturb my sleep,
No howling winds my secrets keep.
No raging storms, no fears to find,
No howling winds to cloud my mind.
No fear of gales, no angry plight,
You are my captain, shining light.
You are the future, built to stay,
You are the path that lights my way.
The caravan, my life's display.

How can I tell the world, you see,
No difference 'twixt you and me?
How can I tell, for all to know,
No difference where the true hearts go?
No separation, soul to soul,
I am your story, taking hold.
I am your story, whispered low,
You are the path where true loves grow.
The caravan, our endless flow.
You are my cosmos, the mystic gleam,
You are the sky, a waking dream.
You are my cosmos, my starlit art,
You are the sky within my heart.

Ulfat (Salma Agha) (1997) - Movie Details
SingerSalma Agha LyricistRehmat Khan Music ByZafar Iqbal
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement