Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Meri Shadi Karao - मेरी शादी कराओ
chahe kaho din chahe karo rat apni bhi yaro karo suruwat

jamke bajao band baja mai bhi banu dulha raja

ho meri shadi karao mujhe mehandi lagao
mera sehra sajao mujhe ghodi chadao

tapti ye garmi mujhko jalaye aake koi karde julfo ke saye

sawan ki rut me barse jo pani diwana kar de ye barkha rani

tadpaye til til jade ka mausam meri bhi baho me ho koi humdum
tadpaye til til jade ka mausam meri bhi baho me ho koi humdum
ho meri shadi karao mujhe mehandi lagao
mera sehra sajao mujhe ghodi chadao
chahe kaho din chahe karo rat apni bhi yaro karo suruwat
chahe kaho din chahe karo rat apni bhi yaro karo suruwat
jamke bajao band baja mai bhi banu dulha raja
jamke bajao band baja mai bhi banu dulha raja
Comments for lyrics of song "Meri Shadi Karao"
hitesh khetpal on Friday, January 04, 2013 Gurdeep Mehndi, Manoj Pajwa
hitesh khetpal on Friday, March 22, 2013 Gurdeep Mehndi, Manoj Pajwa