Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Meri Tasvir Main Rang Kisi Aur Ka To Nahin - मेरी तस्वीर में रंग और किसी का तो नहीं
meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi
meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi
gher le mujhko sab aankhe main tamasha to nahi
meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi
zindgi tujhse har ik sans pe samajhauta karu
zindgi tujhse har ik sans pe samajhauta karu
shauk jine ka hai mujhko magar itna to nahi
meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi
ruh ko dard mila dard ko aankhe na mili
ruh ko dard mila dard ko aankhe na mili
tujhko mahsus kiya hai tujhe dekha to nahi
meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi
sochte sochte dil dubne lagta hai mera
sochte sochte dil dubne lagta hai mera
zahan ki tah me muzaffar koi dariya to nahi
meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi
gher le mujhko sab aankhe main tamasha to nahi
meri tasvir me rang kisi aur ka to nahi
Comments for lyrics of song "Meri Tasvir Main Rang Kisi Aur Ka To Nahin"
sehraeduniya on Thursday, April 21, 2011 @kelpere : sochte sochte dil doobne lagta hai mera zehan ki teh mein
‘Muzaffar’ koi dariya to nahin My heart starts to drown in my thoughts, Is
there a river under the layers of my mind? This ghazal is written by
Muzaffar Warsi. The last couplet of a ghazal is called 'maqta', in which
the poet's reference is given. 'Muzaffar' is the reference to him.
Kevin Pereira on Thursday, April 21, 2011 @sehraeduniya Perfect. Thanks a ton ya. I was hunting for the meaning of
'Muzaffar'. Later i came to know that 'Maqta' is commonly used in urdu
ghazals. So shall i guess that 'Zehan' means MIND and 'Teh' means depth!!
Waw... what a lyrics ya. La jawab.
RAJESH KUMAR on Monday, January 09, 2012 मेरी तस्वीर में रंग और किसी का तो नहीं, घेर लें मुझको सब आँखें में तमाशा तो
नहीं,,,, बहुत खूब!!!!!!!!
kabirb4 on Saturday, April 28, 2012 Jakhm khaye bin dard ka ehsaas nahi, Zindagi sawal karye to dard a dil ke
pass koi zawaab nahi, Kiski, tasveer, kiska rang, kon kya hei pahchanna
asaan nahi,
sehraeduniya on Thursday, April 21, 2011 @kelpere You're welcome :) And you are right on Zehan, its 'mind'. Teh
means 'a layer' or 'layers'. Btw, if you care, the name Muzaffar means
'victorious' ;)