Video of "Meri Zindagi Me Aate To Kuch Aur Baat Hoti" from YouTube
Meri Zindagi Me Aate To Kuch Aur Baat Hoti Video Thumbnail
Advertisement
Meri Zindagi Me Aate To Kuch Aur Baat Hoti - मेरी ज़िन्दगी में आते तो कुछ और बात होती
Lyrics of Meri Zindagi Me Aate To Kuch Aur Baat Hoti - मेरी ज़िन्दगी में आते तो कुछ और बात होती
unki zulfe unke chehre se hataa saktaa nahi
dil ki betaabi kisi surat chhupaa sakataa nahi
kitni dilkash hai mohabbat ki javaan majaburiyaan
saamne mazil hai aur paanv badhaa saktaa nahi

meri zindagi me aate to kuchh aur baat hoti
o kuchh aur baat hoti
meri zindagi me aate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti
ye nasib jagmagaate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti

kai baar mil chuki hai ye hasi-hasi nigaahe
kai baar mil chuki hai ye hasi-hasi nigaahe
vo hi bekrariya hai na mili khushi ki raahe
mere dil se dil milaate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti
meri zindagi me aate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti

mujhe kyaa garaz kisi se hanse phul yaa sitaare
mujhe kyaa garaz kisi se hanse phul yaa sitaare
hai meri nazar me phike ye javaan-javaan nazaare
agar aap muskaraate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti
meri zindagi me aate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti

ye khushi rahe salaamat yun hi jashn ho suhaanaa
ye khushi rahe salaamat yun hi jashn ho suhaanaa
jise sun rahi hai duniyaa mere dil kaa hai taraanaa
mere saath tum bhi gaate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti
meri zindagi me aate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti
ye nasib jagmagaate to kuchh aur baat hoti
to kuchh aur baat hoti
lyrics of song Meri Zindagi Me Aate To Kuch Aur Baat Hoti
Poetic Translation - Lyrics of Meri Zindagi Me Aate To Kuch Aur Baat Hoti - मेरी ज़िन्दगी में आते तो कुछ और बात होती
I cannot turn from the tresses that frame her face,
This heart's unrest, I cannot conceal.
How captivating, love's youthful constraints,
The goal in sight, yet my feet cannot advance.

If you had entered my life, how different things would be,
How different they would be.
If you had entered my life, how different things would be,
How different they would be.
Had destiny sparkled, how different things would be,
How different they would be.

These lovely eyes, I've met them many times,
I've met them many times.
The same anxieties remain, joy's path unseen,
Had your heart met mine, how different things would be,
How different they would be.
If you had entered my life, how different things would be,
How different they would be.

What care I if flowers or stars may laugh?
What care I if flowers or stars may laugh?
These youthful sights, to me, are faded,
Had you only smiled, how different things would be,
How different they would be.
If you had entered my life, how different things would be,
How different they would be.

May this joy remain, this celebration be sweet,
May this joy remain, this celebration be sweet,
The song of my heart, the world now hears,
Had you sung with me, how different things would be,
How different they would be.
If you had entered my life, how different things would be,
How different they would be.
Had destiny sparkled, how different things would be,
How different they would be.

Kanyadan (1969) - Movie Details
Film CastShashi Kapoor, Asha Parekh, Sayeeda Khan, Om Parkesh, Dilip Raj, Achla Sachdev, Birbal, Bela Bose, Chandra Shekhar, Meena T, Tun Tun, Laxmi SingerAsha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi LyricistNeeraj, Hasrat Jaipuri Music ByShankarsinh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal DirectorMohan Sehgal External LinksKanyadan at IMDB       Movie at YTKanyadan at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement