Video of "Milaa Jo Pyaar To Ham Pyaar Ke Qaabil Naa Rahe" from YouTube
Milaa Jo Pyaar To Ham Pyaar Ke Qaabil Naa Rahe Video Thumbnail
Advertisement
Milaa Jo Pyaar To Ham Pyaar Ke Qaabil Naa Rahe - मिला जो प्यार तो हम प्यार के क़ाबिल ना रहे
Lyrics of Milaa Jo Pyaar To Ham Pyaar Ke Qaabil Naa Rahe - मिला जो प्यार तो हम प्यार के क़ाबिल ना रहे
mila jo pyar to hum pyar ke kaabil na rahe
mila jo pyar to hum pyar ke kaabil na rahe
khiza me pal ke hum bahar ke kaabil na rahe

gaye jo dub kinaro se unka nata kya
gaye jo dub kinaro se unka nata kya
ujad gaye jo baharo se unka nata kya
tum to ik phul ho hum haar ke kaabil na rahe
mila jo pyar to hum pyar ke kaabil na rahe
khiza me pal ke hum bahar ke kaabil na rahe

hume mita do ke hum zindagi se hare hai
hume mita do ke hum zindagi se hare hai
hume bhula do ke hum tute huye taare hai
hai wafadaar magar yaar ke kaabil na rahe
mila jo pyar to hum pyar ke kaabil na rahe
khiza me pal ke hum bahar ke kaabil na rahe
lyrics of song Milaa Jo Pyaar To Ham Pyaar Ke Qaabil Naa Rahe
Poetic Translation - Lyrics of Milaa Jo Pyaar To Ham Pyaar Ke Qaabil Naa Rahe - मिला जो प्यार तो हम प्यार के क़ाबिल ना रहे
When love arrived, I was no longer worthy,
When love arrived, I was no longer worthy.
Having grown in autumn, I’m no longer worthy of spring's glory.

Those who have drowned, what ties remain to shores?
Those who have drowned, what ties remain to shores?
Those who are ruined, what ties have they to spring?
You are a flower, I’m no longer worthy of a garland.
When love arrived, I was no longer worthy,
Having grown in autumn, I’m no longer worthy of spring's glory.

Erase me, for I have lost to life,
Erase me, for I have lost to life,
Forget me, for I am a broken star.
Faithful I remain, yet no longer worthy of my beloved.
When love arrived, I was no longer worthy,
Having grown in autumn, I’m no longer worthy of spring's glory.

Preet Ki Dori (1971) - Movie Details
Film CastParikshat Sahni, Tanuja, Roopesh Kumar, Bindu, Lalita Pawar SingerAsha Bhosle, Kishore Kumar, Lata Mangeshkar LyricistIndeevar Music ByKalyanji Anandji DirectorSatish Kumar ProducerSuraj Prakash Seth External LinksPreet Ki Dori at IMDB      Preet Ki Dori at Wikipedia Movie at YTPreet Ki Dori at YT    
Browse Movies by Alphabet / Decades / Years
Browse by Singer Name (Alphabetically)
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
Advertisement